Haey haey yeh safar zainbab(s.a.) Kahaey haey yeh safar zainbab(s.a.) KaNa mehmil hai na chadar aur sham ka yeh bazaray haey kis ko sada day zainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaarayNaa paak nigaho'n say gar mujh ko bachana haiqur'aan meray bhai(a.s.) Naizay peh sunana haikis tarha chhupaaey khud kois waqt behan laachaarayHaey kis ko sada dayzainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaarayJo wa'ada kiya tujh say poora usay karna haiin shaam ki galiyo'n say bay pardah guzarna haichadar ka muhafiz jo thais baat peh maatam daar ayHaey kis ko sada dayzainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaar ayKis darjah museebat hai kis darjah pareshanibarsaey koi pathhar, koi phainkay garm paanikoi sadqah hum par phainkay, koi jaltay huway angaarayHaey kis ko sada dayzainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaar ayYeh aalam-e-majboori bas roti rahi zainab(s.a)ghazi(a.s.) Ki behan hokar kuch kar na saki zainab(s.a)zalim nay teri bachhi ko kai baar tama'nchay maarayHaey kis ko sada dayzainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaar ayYeh shami(l.a.) Humein paidal kaa'nto'n peh chalatay hainghash khaa kay jo girjae'ndurro'n say jagatay hainchhalay bhi yehi kehtay hain aur zakhm jigar kay saarayHaey kis ko sada day zainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Merabeemaar ayEik dard kalejay mein har waqt hi rehta haita'anay koi deta hai baaghi koi kehta haibas itni duaa day bhai is waqt na himmat haarayHaey kis ko sada day zainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaar ayHum mehw-e-tamasha hain qaidi hain barehnah sareik baar nahi'n sar say no (9) baar chhini chaadareik shakhs urhhaaeychaadar aur doosra aakay utaarayHaey kis ko sada day zainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Merabeemaar aySajjad(a.s.) Ki laachari dekhi nahi'n jaati haijo us ko aziyyat hai zanjeer batati haisajjad(a.s.) Ki in aankho'n say behtay hain lahoo kay dhhaarayHaey kis ko sadaday zainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaar ay"farhan" ki "mazhar" ki aankho'n mein woh manzar haidoraan-e-safar noha bibi(s.a.) Kay labo'n par haiaey bhai teri furqat naijeetay ji mujhay jo maarayHaey kis ko sadaday zainab(s.a.) Sajjad(a.s.) Mera beemaar ay
Haye Haye ye safar Zainab ka
Farhan · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.