Haye shaam-e-gharibaan[Haey Shaam-e-Gharibaan Haey Shaam-e-Gharibaan] ×2Aey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Ab Aey Hain Jab Fauj-e-Khuda(a.s.) Sogai RanJab Khoon Bhara Parcham Hai Alamdar Ka Ban MeinSeenay Say Alam Ghazi(a.s.) Ka Liptaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Maidaan Mein Laasha Hai Meray Bhai(a.s.) Ka UriyanPoshaak Meray Bhai(a.s.) Ki Hai Khoon Main GhaltaanLillha Kafan Bhai(a.s.) Ko Pehnaiya BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Abid(a.s.) Ko Bacha Lai Hoon Jaltay Huey Ghar SayGo Shimr-e-Laeh Legaya Chadar Meri Sar SaySar Peh Meray Amamay Ko Phailaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Baba Mujhay Jana Hai Abhi Qaid-e-Sitam MeinHona Hai Izafa Abhi Kuch Aur Bhi Ghum MeinDam Nad-e-Ali(a.s.) Baazoo Peh Kar Jaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Baba Main(s.a.) Bohat Tarhpi Hoon Shabbir(a.s.) Kay Ghum MeinDil Tukrhay Hai Baba Mera Gazi Kay Alam MeinMatam Karoon Yeh Reesmaan Khulwaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Baba Main(s.a.) Rasan Basta Suey Shaam Chali HoonLagta Hi Nahin Mujh Ko Keh Main Bint(s.a.)-e-Ali(a.s.) HoonHamraah Najaf Ab Mujhay Lejaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Khaimon Ki Jali Raakh Peh Baithi Hai Sakina(a.s.)Sonay Kay Liey Dhondti Hai Baap Ka SeenaShabbir(a.s.) Na Aaengay Yeh Samjhaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Abbas(a.s.) Mera Sogaya Dariya Kay KinarayPardes Mein Cheenay Gaey Sab Meray SaharayMain Kis Kay Saharay Jiyon Batlaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Had Hogai Asghar(a.s.) Sa Mujahid Bhi Nahin HaiAur Hoosh Mein Is Waqt To Abid(a.s.) Bhi Nahin HainAbbas(a.s.) Ko Dariya Say Bula Laiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Aththara Baras Pala Tha Jis Ko Woh Kahan HaiTooti Hui Ab Seena-e-Akbar(a.s.) Mein Sina HaiMaidan Say Akbar(a.s.) Ko Utha Laiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2Baba Mujhay Koofay Mein Phiraengay SiamgarLe Jaaeyga Bazaaron Mein Yeh Shaam Ka LashkarChadar Meray Sar Kay Liey Ban Jaiyay BabaAey Hain Agar App To Ruk Jaiyay Baba [Ghar Jalgaya Main Kia Karon Farmaiyay Baba] ×2
Haye shaam-e-gharibaan
Farhan · 2002
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.