Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 Muqtal me ye shabbir ne sar deke puakara..Hayhath minaz zillah-2 1)shabbir se bayat juhiñ fasiq ne talab kiYe keh ke zubañ shah ne inkar ki kholi Mujh jaisa kahañ aur kahañ fikr e yazeediMiljayega sar tum ko ye bayat na milegi..2Ye kehte huwe shah ne churda hai madina..Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 2)Akbar chale seene se shahadat ko laga karAsghar chale hontoñ pe Tabassum ko saja karQasim bhi chale maut ko khud dulah bana kar Abbas chale naaz sakina ke utha kar..2Yasrab se chala kehta huwa zehra ka kunba..Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 3)Akbar ki azañ layi ussy janib e shabbirThukradi juhiñ zilat o ruswayi ki jageerTha fauje zalalat me magar milgayi tauqeer Ek Rath me kya jaagi hai Allaha re taqdeer..2Hur subhe dar e shah pe kehte huweHayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 4)muqtal me kaha shah ne sar apna utha kar Lo aagaya maidan me ghar bar luta karJo wada e tiffli tha ussy aaj nibha karJana mujhe peshe khuda sar ko kata kar..2Aaye shamio ye akhiri khutba hai hamara...Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 5)wo karbobalayi tha fidayi tha fidayi Mazloomo ka hami tha tou zalim ki tabahiWo Waqt ka muqtar tha Sacha tha hussaini Jaañ dedi magar zulm ki bayat na kabhi ki..2Rehbar ne zamane ki yahi aaj bataya..Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 6)dushman ye samajta tha nahi ab koi rehbar Tareeqh ne dikhlaya magar aur hi manzar Sun kar ye khabar khauf se tharaya sitamagar Aaya hai jawañ khamenai daher me ban kar..2Hai baade ali.. Haan hai baad e Ali Mujtaba rehbar ka ye nara.. Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 7)ye aale saudi ye yahoodi hain jafakar Ye zulm ki bayat ko samjahte hi nahi aar Amrica ke aage ye jhuka karte hain har bar Kya jaane bhala kya hai watu izzu ka meeyar..2Ye nimr ne rehbar me sulemani ne samjha..Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2 8)Arham sare qirtas wo har lafz sajana Mafhoom bayañ jis me hoo bus karbobala ka Aur lehja e dayeem me yahi Dhal ke noha Tum jazbaye Eman jawanoñ ka badana..2Dhurana har ek jaa yahi shabbir ka jumla..Hayhath minaz zillah-2Hai karbobala walo ka bus ek hi nara..Hayhath minaz zillah-2
Hayhath Minaz Zillah
Syed Dayeem Raza · Poet: Arham Alipuri · 2026
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.