Hayya ala khairil amal (4)Hussain walon suno aye hussain walon suno(4)Hussain kehte hain humse juda namaz na ho (3)Hussain walon ki koi qaza namaz na ho (2)Padho namaz toh tehzeeb e karbala maangoKhuda se maqsad e shabbir se wafa maangoJo hur banati hai woh naymat e aza maangoImam e asr k aane ki tum dua maangoDua ko haath uthe phir dua namaz na hoHussain kehte hain humse juda namaz na hoHussain walon ki koi qaza namaz na ho (2)Bata rahe hain shah e deen imteha e namazSamajhle saare azadaar mudda e namazAjeeb haal hai gaflath sare bazaar namazJo ya hussain kahe aur bhuljaye namazYeh kaise ho k ho farsh e aza namaz na hoHussain kehte hain humse juda namaz na hoHussain walon ki koi qaza namaz na ho (2)Hussainiyon k aqaaed isthe waha nahiAmal may unke kabhi sharf ka gunah nahiNamazo khums k munzir k rasmo raah nahiKhuda ka ghar hai ye masjid beqatlgaaha nahiRahe nabi agar firq ka namaz nahoHussain kehte hain humse juda namaz na hoHussain walon ki koi qaza namaz na ho (2)Wuzu sagheer k khoon se kiya hai sheh ne yahanQayam karte hai laashe utha k shah e zamaanRuku sina e akbar se khinchna hai sinaGale pe sajda e daag may ek churi hai rawanHussain jaisi kisi se khaza namaz na hoHussain kehte hain humse juda namaz na hoHussain walon ki koi qaza namaz na ho (2)Zameen e asr k hangaam aye ibne aliBichi zameen pe ki jaye namaz teeron kiLahoo may dubi hui khaak par jaqeen rakhiNamaz e asr ko maula ne zindagi de diMai mar bhi jaun toh lekin qaza namaz na hoHussain kehte hain humse juda namaz na hoHussain walon ki koi qaza namaz na ho (2)Dil e hussain may hai dafn sina e akbarMalaal e furqat e ghazi ne todh di hai kamarAbhi toh taza hai asghar ka khoon chehre parYe sehte imam sajde may hai hussain ka sarAmal ho kaise juda sar juda namaz na hoHussain kehte hain humse juda namaz na hoHussain walon ki koi qaza namaz na hoHayya ala khairil amal(4)
Hayya ala khairil amal
Ali Safdar · 2010
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.