Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hazrat E Abbas

Nadeem Sarwar · 2023

Jaan Alamdar Alamdar AlamdarShair Aram Karay Jab To Asad Hota HaiSochay Hamlay Ka To Zarghaam Kaha Jata HaiHota Zaigham Hai Banata Hai Woh Jab MansoobaJab Nazar Garhay Ghazanfar Jo Dabochay HamzaRok Dy Sans Hadaf Ki To Hai Abbas MagarKar Dy Do Tukrhy Shikar Apna ToHaider HaiderAbbas E Alamdar Abbad E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdarAbbas Hai BawafaAbbas Hai LafatahJaisay Ali Haider E Karrar AlamdarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarAisa Na Salaar Dobara HuaAisa Na Sardar Dobara HuaKaisay Jari Shah Ky Lashkar Mein ThayAisa Na Jarrar Dobara HuaMaidan Mein Jama RahaAadaa Mein Data RahaDekha Na Aisa Koi JeedaarAlamdaarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdaarAlamdar E Bawafa AlamdarAlamdar E Karbala AlamdarHazrat E Abbas Alaihe SalamJitna Barha Naam Hai Wesa Hi KaamItna Baland Aap Ka Maula MaqaamAap Ky Mashkoor Hain Saray ImamDill Dill Mein Basa HuaGhar Ghar Mein Saja HuaPak Alam Aur AlamdaarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdarAbbas Hai BawafaAbbas Hai LafatahJaisay Ali Haider E Karrar AlamdarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarAisa Jari Shair Hai Shair E AliShair Bhi Is Shair Say Dartay Hain JeeIs Ko Zaroorat Nahi Talwar KiGhaiz Ki Kafi Hai Nazar Aik HiLaakhon Sy Ruka NahiFaojon Sy Daba NahiNaam Hai Abbas KhabardarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdarAlamdar E Bawafa AlamdarAlamdar E Karbala AlamdarJang Ki Khatir To Na Ghazi GayaUs Ka To Dill Mashk E Sakina Mein ThaPyas Py Sadaat Ki Qurban HuaWarna Yeh No Lakh Ka Lashkar Tha KyaPani Jo Na Laa SakaDariya Py Hi So GayaPyasi Sakina Ka Woh Gham KhuwarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdarAbbas Hai BawafaAbbas Hai LafatahJaisay Ali Haider E KarrarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarParcham E Abbas Py Aya KaroSaye Mein Is Ky Sada Betha KaroChahtay Ho Gar Dua Manzoor HoNoha Sakina Ka Sunaya KaroParcham Say Jurhay RahoGhazi Say Wafa KaroMill Ky Kaho Saray AzadarAbbas E Alamadar Abbas E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdarAlamdar E Bawafa AlamdarAlamdar E Karbala AlamdarJab Hua Shabbir Sy Ghazi JudaKhaima E Sadaat Mein Kohram ThaZainab O Kulsoon Ki Goonji SadaHaye Ray Abbas Mera Na RahaHum Sab Py Fida HuaGhazi Ab Nahi RahaAal E Muhammad Ka MadadgaarAbbas E Alamdar Abbas E AlamdarHazrat E Abbas Alamdar AlamdarLashkar E Shabbir Ka Salaar AlamdarJaan Alamdar Alamdar Alamdar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.