Hussain... Hussain ..(2)Daae'n hasan, baae'n jari pusht panahi ko nabi..(2)sar pe khuda wand e jali..sar pe khuda wand e jali seena sipar Zehra AliMere maula ko mayassar hai khazana kaisainka rutba hai imamo me shahana kaisakaise kaise hai naseebo me ujale inkemere aaqa ko..mere aaqa ko mila hai ye gharana kaisaMarhaba Marhaba Mustafa ki baat meinba khuda, ba khuda saari kayenat meingoonj raha hai bus ek naam..hazrat imam hussain alaihis salam ..(4)lakho durood aap pa laakho salamhazrat imam hussain alaihis salamAllah ne kya khoob sawara haisarkaar ke aangan mein utara haihar qaum ki aankho'n ka sitara haihazrat imam hussain alaihis salam ..(2)haan..Zinda'n hai hussain uska hai kirdaar bhi zindakirdaar jo zinda hai to maiyaar bhi zindamaiyaar jo zinda hai to afkaar bhi zindaafkaar jo zinda to azadaar bhi zindaIbteda, Ibteda - Mustafa ke dosh parInteha, Inteha - naize par baland sarGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamQadam qadam nagar nagar Ya HussainDilam dilam nazar nazar Ya HussainSadaqato ki rah guzar Ya HussainKaho kaho ba chashm e tar Ya HussainYa Hussain Ya Hussain Ya Hussain..(2)Tareekh mein is jaisa na insaan milegaaisa na koi ashiq e Rahman milegana aisa koi shah e shahidaan milegana aisa koi sabr ka sultan milegaLa ilaah, La ilaah - La ilaah ka pasbaa'nDee'n panaah, Dee'n panaah - Mustafa ka tarjumaa'nGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamAllah ne kya khoob sawara haisarkaar ke aangan mein utara haihar qaum ki aankho'n ka sitara haihazrat imam hussain alaihis salam ..(2)Haan..Har dil mein ghum e sayyad e abraar milegahar daur mein mazloom ka ghum khwar milegahar qaum mein shabbir ka zawwar milegahar mulk mein maula ka azadar milegaHar jagah, har jagah - momino ke darmiya'nhai sadaa, hai sadaa - dhadkano ke darmiya'nGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamQadam qadam nagar nagar Ya HussainDilam dilam nazar nazar Ya HussainSadaqato ki rah guzar Ya HussainKaho kaho ba chashm e tar Ya HussainYa Hussain Ya Hussain Ya Hussain..(2)Hatho'n mein alam thaame wo aata hai azadarhan majliso matam mein hi rehta hai azadarmaa baap husaini ho to banta hai azadarmaula ye tumhara hai, tumhara hai azadarSilsila, silsila - ye aza ka silsilaRabta, rabta - karbala se rabtaGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamAllah ne kya khoob sawara haisarkaar ke aangan mein utara haihar qaum ki aankho'n ka sitara haihazrat imam hussain alaihis salam ..(2)Shabbir ka dil dekhe zara, dekhe zamanaWallah kaha tha jo wohi karke dikhayakhushnudiye khaliq mein bhare ghar ko lutayanaize pe bhi aaya to usi shaan se aayaBadshah, badshah - hai dilo ka badshahCha gaya, cha gaya - do jaha'n pe cha gayaGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamQadam qadam nagar nagar Ya HussainDilam dilam nazar nazar Ya HussainSadaqato ki rah guzar Ya HussainKaho kaho ba chashm e tar Ya HussainYa Hussain Ya Hussain Ya Hussain..(2)Haan..Kis shaan se maqtal mein qadam rakhta hai shabbirkab jaan ki parwaah kiya karta hai shabbirdarta hai na jhukta hai na ghabrata hai shabbirlakho bhi mukhalif ho to sach kehta hai shabbirHausla, hausla - shah e dee'n ka hauslaSun sada, sun sada - do jaha'n ki hai sadaGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamAllah ne kya khoob sawara haisarkaar ke aangan mein utara haihar qaum ki aankho'n ka sitara haihazrat imam hussain alaihis salam ..(2)Haa aao kare hum shahe abraar ka matamislam ke mohsin ka madadgar ka matamasghar, ali akbar ka aur ansar ka matamzainab ka sakina ka alamdar ka matamBe khata, be khata - hai ghareeb e sayyedahai bapa, hai bapa - tera ghum jagah jagahGoonj raha hai bus ek naamhazrat imam hussain alaihis salamDaae'n hasan, baae'n jari pusht panahi ko nabisar pe khuda wand e jali seena sipar Zehra Alihazrat imam .. hussain hussain ..(2)Haye shah e mashraqaynaye dile zahra ke chaynhan mere maula hussainhazrat imam .. hussain hussain ..(2)aali maqam .. hussain hussain..(2)tum pe salam .. hussain hussain..(2)hazrat imam .. hussain hussain ..(2)haye shah e karbala aapka ghar lut gayawaada wafa kar diyahazrat imam .. hussain hussain ..(2)shah e zaman .. hussain hussain ..(2)zakhmi badan .. hussain hussain ..(2)tishna dahan .. hussain hussain ..(2)hazrat imam .. hussain hussain ..(8)
Hazrat Imam Hussain
Nadeem Sarwar · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.