Waa aliaa ki aa Rahi hai sadaaHo gaye qat haye Shir -e- khudaaShor -e- matam fizaa me hai barpaaHo gaye qat haye Shir -e- khudaaZer -e- turbat hain ashkbaar rasoolRo Rahi hai tadap ke ruh -e- batoolSar pa hai Murtaza ke zakhm lagaaIbn -e- muljim ne tegh maari haiSar se Haidar ke khoon jaari haiHaye kaisa laein ne zulm KiyaChin gaya hai Hasan ke Dil ka chainRo rahe hain tadap tadap ke HusainUth gaya sar se baap ka sayaaDill pa zainab ke kya guzarti haiGham se kulsoom aah bharti haiBaad maa,n ke na ab raha babaaKyon na royen mubashshir o RizwanZabt karna nahi ye gham aasaanAj dunya se uth gayaa maulaa
Hogaye Qatl Haye Sher E Khuda
Mir Mubashir Hassan · 2023
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.