Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hogaye zainab se khafa

Nadeem Sarwar · 1999

Hogaye zainab se khafa ay mere babakya beti se pyari thi khaza ay mere babaghar mera veraan kiyaay mere babakarti hoo aaho bukaay mere babazulm ye kaisa huaay mere babasunte nahi meri sada kisko pukaroosaaya hai mere sar se utha kisko pukaarooay mere baba, ay mere babazarb ye kaisi lagiay mere babakaun tha aisa shakhiay mere babazulm ki hadh ho gayiay mere babarote hai hasnain zara aankhein to kholodil kabse hai bechain zara aankhein to kholoay mere baba, ay mere babakaisi hai gham ki saharay mere babaphatta hai mera jigaray mere babaaapko yu dekh karay mere babachalte hai kanjar mere seene pe alam ketaqdeer ne dikhlaaye ye din kaise sitam keay mere baba, ay mere babaaankh se aansu rawaanay mere babaseeno se utha dhuwaanay mere babadard ki chingaariyaay mere babaay bine muljim ye bata tukjo mila kyatune lahoo kisliye hyder ka bahayaay mere baba, ay mere babaqatl namaazi huwaay mere babaarsh se aayi sadaay mere babahogaya mehshar bapaay mere babarotay hai jibreele ameen peet ke seenanaale koi karta hai koi, padta hai nohaay mere baba, ay mere babaya ali mushkil-kushaay mere babadekhiye uth kar zaraay mere babanowha kuna hai fizaay mere babataygh-e-jafa aap-pe zaalim ne chalaayiroti hai zameen aasmaan deta hai duhaaiay mere baba, ay mere babakuch to kare guftaguay mere bababadta hai sar se lahooay mere babaaap huwe to khulooay mere babamasjide kufa may bapa shoro buka haidamaade nabi shere khuda qatl hua haiay mere baba, ay mere babarotay hai ehle azaay mere babahogayi majlis bapaay mere babadil bhi tadapne lagaay mere babauthgaya dunya se madadgaar hamarabewo ka yateemo ka aseero ka saharaay mere baba, ay mere babashabbar-o-shabbir paray mere babakijiyo uthkar nazaray mere babarote hai sar peet karay mere babaamma ki tara aap bhi ab ghar se sidhaareab haath rakhe kaun bhala sar pe hamaareay mere baba, ay mere babaashkon ka ye silsilaay mere babajaari rahega sadaay mere babakufa ho ya karbalaay mere babanowha rehaan azmi ye maula ali kahai sab ke liye ukhba may bakshish ka saharaay mere baba, ay me

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.