Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hogi Ziyarat qubool

Irfan Haider · 2019

Hussain.. Hussain.. HussainHussain....Suno zawwar e hussain ibn e aliek mazloom ki awaaz bulati hai tumheaao naam tum sabke mere dil pe hai likhe aaoapne maa baap ko is paak safar par laokaun is darr ki ziyarat ka sharaf paata haijisko abbas bulata hai wohi aata haihogi ziyarat quboolHogi ziyarat qubool.. insha allahHoga raazi khuda.. insha allahHaan..Hogi ziyarat qubool..insha allah, insha allah, insha allahHogi ziyarat qubool..insha allah, insha allah, insha allahEk irfan e aza, ek safeer e azaaMimbar pe de rahe hai ye sadaaEemaan hussain.. wallahmeri jaan hussain.. wallahqur'an hussain.. wallahmeri pehchaan hussain.. wallahWallah wallah ya hussain..(2)Haan..Ghar se sue karbobalaHussain hussainLeke chalo maa ki duaHussain HussainHaatho mein ghazi ka alamkarte raho shukr e khudajanib e manzil ho qadamnazro mein maula ka haramlab pe yehi nauhaEemaan hussain.. wallahmeri jaan hussain.. wallahqur'an hussain.. wallahmeri pehchaan hussain.. wallahHogi raazi khuda..insha allah, insha allah, insha allahHogi ziyarat qubool..insha allah, insha allah, insha allahHaan..Bibi zehra se wada nibhate chalo.... ZawwaroHar qadam farsh e matam bichate chalo... ZawwaroNa ho garmi ka ehsaas aur na thakankarwan e azaa ko badhate chaloHogi ziyarat qubool..insha allah, insha allah, insha allahHaan..Mera zawwar haji se kam to nahi.. ZawwaroArshe aazam se afzal hai ye sar zamee'n..ZawwaroHath khali yaha'n se nahi jaogeSar jhukane se pehle ye karlo yaqee'nHogi ziyarat qubool..insha allah, insha allah, insha allahHaan..Zaero'n ki hai khidmat guzari sharaf.. ZawwaroDenge iska sila tumko shahe najaf.. ZawwaroMere abbas ke darr pe jaoge jabek aawaaz gunjegi charo tarafHogi ziyarat qubool..insha allah, insha allah, insha allahHaan..Mai jo kehta hu aye pursa daro suno.. ZawwaroApne bachho'n ko bhi ye hi taleem do.. ZawwaroKarbala aate jaate raho saal bharYaha ashoor aur mera chehlum karoHoga raazi khuda.. Insha allahInsha allah, Insha allahHaan..Kya samajhte ho paidal safar ko bhala.. ZawwaroIs safar mein hai shamil sabhi ambiya.. ZawwaroYe safar hai ibadat, shifa'at bhi haikhuld ko jaa raha hai yehi raastaWallah, wallah ya hussain..(2)Nahi bhulenge azadaarwada nibhaenge azadaarsayyedo sardaar sadaa.... Insha allahAenge hum karbobala... Insha allahMazhar o irfan e aza...Insha allahQafele laenge sadaa... Insha allahKarbobala aake lahu khud ye pukaregaEemaan hussain.. wallahmeri jaan hussain.. wallahqur'an hussain.. wallahmeri pehchaan hussain.. wallahWallah, wallah ya hussain..(2)Aye Mohammad ke nawase..tujhpe lakho salaam....

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.