Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussain al-ghareeb ash shaheed al hussain

Ali Safdar · 2014

Husain Husain Husain Husain Ya HusainHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)1. Dohai dohai khudara dohaiYe dashte bala me hai kesi tabahibahaya hai kisne ye khoone mohdqayamat ye dhai hai kisne ilaahijawano buzurgo ko maara gaya haishahido me shamil hai nanha sipahiHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)2. kiya jashn barpa yu ehle hawas neshahido ke laasho pe danke bajaejala daale aale mohd ke khaimesakina ke mu par tamache lagayejo beemar tha uska bistar na chodanabi zadiyo par bhi durre chalayeHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)3. Uthi apne marqad se binte mohdsiyah shab ki chadar me chehra chupakargayi karbala me to usne ye dekhahai bosida kurte me ek laashe besarbadan saara teero se chalni pada hailahu me hai dooba hua saara paikarHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)4. tadap kar wo chillai shabbir betalahu me nahaye ho sar bhi juda haitabar kisne maare hai saare badan parye teero pe kisne janaza rakha haikaha hai mera laal abbas bolomai puchungi usse ye kese hua haiHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)5. Sada sunke zahra ki tharrae ghazijuda tan se sar tha to shane kate theghamo yaas o hasrat me majrooho muztarkahe kya ke darya kanare pade thesue alqama ab jo bibi ne dekhabatao ke sahil pe thande pade theHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)6. Idhar dard o ghum ki satai thi zainabjo wehshat ke jungle me haider bani thikabhi khaak udati kabhi ashk pitijo kunbe ke pehre pe tanha khadi thisakina ke saqqa ko aawaz dekarghame shahedeen me buka kar rhi thiHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)7. guzarish hai aaqa hamari yahihumko roze pe maula bula lijiyehumko zawwar maula bana lijiyehumko daaman me maula chupa lijiyegiraftar zoro-sitam hum hue haimusibat se humko bacha lijiyeHusain al-ghareeb al-ghareeb al-HusainHusain as-shaheed as-shaheed al-Husain..(2)8. kabhi dil me deti wo maa ko sadaekabhi roke kehti ke baba kaha hoshahido ka nauha tha uske zaba parabad kis tarah uske ghum ka baya hohume bhi sa'adat ho nusrat ki hasilkhudara zahoore imame zama hoHusain Husain Husain HusainHusain Husain Ya Husain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.