hussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2sham ke karbobala ka payaam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2tassalli deni hain sajjad e natawan ko abhiSambhalna hai sakina si neem jaan ko abhi tere liye to abhi ye bhi kaam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2aseer karke yateemon ka karwaan zaalim phiraahenge abhi tujhko kahan kahan zaalim saza e darbadari tere naam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2abhi yateemo ko dena hai hausla tune kai yazeedon ka karna hai saamna tune safar ki tujh pe musibat tamam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2hazaar ranj uthayenge sayyede sajjadjigar pa zakhm abhi khayenge sayyede sajjad ye nahi ghar nahi hai ye darbar e aam hai zainab hussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2padegi sar pe abhi khaak e karbala bibibohot taweel hai kufe ka raasta bibi yateem bacche hain aur rahe shaam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2abhi to jana taareekh qaid khane me lagenge zakhm bohot ranjo gham uthane me watan nahi hai ye zindane shaam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2abhi to ye bhi qayamat ka kaam karna hai har ashk bali sakina ke naam karna hai ye tu karegi wo kaare imam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2zafar Madine me ek hashr ab bapa hoga watan me fatema sughra se saamna hoga wahan pe gham ka jahan ikhte taam hai zainabhussain ja chuke ab tera kaam hai zainabya hussain ya hussain x2
Hussain Ja Chuke Ab Tera Kaam Hai Zainab
Syed Mussaib Rizvi · 2005
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.