aye karbala khyal rakhioteri aaghosh main sota hai hussainik zaeef maa kaik zaeef beta hai hussainaur ik yateem beti kaik yateem baba hai hussainmera mazloommera beqasmera pyasa, (pyasa hai hussain *2)haye awaaz ye aati hai sar-e-karboblajaisay karti ho koi maa koi beti giryajis tarha koi bahan roy kahai wa wailaya nabi katal hua aap ka pyara betahay hussain jaan (*6)aai awaaz-e-nabi ye dosara maktal maimeray bachay tujhai aai hai qaza jangle maiaey mere noor-e-nazarkushta-e-taigh-e-jafa hay hussainhay hussain jaan (*6)hath pahlu pe rakhai daiti thi zahra ye sadachakia pees ke is maa ne tujhai pala thamairi godi mai huasar tera tan se juda hay hussainhay hussain jaan (*6)waqt-e-aakhir bhi tha zainab ke laboon par yesukhanhay bhai tujhai jee bhar ke nai roee bahantishnagi baqi rahi aa gai mujh ko qaza hay hussainhay hussain jaan (*6)mere baba ki khata kya thi bta aey zaalimkoi chadar tan-e-be sar pe aurha de zaalimsoy gi beti kahathi sakeena ki sada hay hussainhay hussain jaan (*6)aik nanhi si lahad jo hai sar-e-dashat-e-blais mai jo sota hai us bachay ka zakhmi hai glaapne baba ke liayroh-e-asghar ne kaha hay hussainhay hussain jaan (*6)ashq-e-gham kehtay hai is baat mai sachai haibaat rehan jo darwaish ne samjhai haidil bhi kahta hai merayeh hai tasbeeh-e-khuda hay hussainhay hussain jaan (*6)
Hussain Jaan
Shahid Baltistani · 2009
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.