Labbaik ya hussain..(2)Hussain ka ghum manane walohussain tumko bula rahe haisuno suno aye zamane walohussain tumko bula rahe haiHussain ka ghum manane walohussain tumko bula rahe hai1. Yehi to hai intezaar e mehdisada e halmin ka hai ye matlab..(2)wafa e abbas mein bano tummahafizan e mazar e zainab..(2)wafa ka parcham uthane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai2. Azeem hurr tha ke jisne akhirhussain par jaan apni di hai..(2)kabhi ye socha hai zakiro nekabhi ye awaaz bhi suni hai..(2)ke zikr hurr ka sunane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai3. Jo khaibar e waqt mein ladogeto karbala se na hogi doori..(2)jaha'n bhi mazloom pis rahe haiwaha' pe imdaad hai zaruri..(2)ali ke naare lagane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai4. Yehi to maqsood e karbala haike imtehan e wafa yehi hai..(2)hai mil chuke tumko sab wasaelmagar irade mein kuch kami hai..(2)ziyarato pe na jaane walohussain tumko bula rahe hai5. Jo ibn e zehra pe jaan dengeunhi ke honge bade muqaddar..(2)zohair qain aaenge yaqeenankaha hai zaujaan e aage badhkar..(2)chalo chalo aye zamane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai6. Jo al ajal ki sada lagayewo apna qirdaar bhi dikhaye..(2)imam e mehdi ke hai jo nasirhabib ibn e mazahir aaye..(2)ke dosti ko nibhane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai7. Yehi to paigham e karbala haihai nusrato ka sawaal laazim..(2)ke nasiro ke liye raha haihamesha rizq e halaal lazim..(2)halaal rozi kamane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai8. Namaz ko chhod dene waloimam ka saamna karoge..(2)amal ke baare mein kya kahogehussain ko kya jawaab doge..(2)ghina ki mehfil sajane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai9. Ghira hua hai jo lashkaro meinimam e daura'n bula raha hai..(2)suna hai jab se ye isteghasasagheer jhule se gir gaya hai..(2)ke teer par muskurane walo..(2)hussain tumko bula rahe hai10. Ma'ashre mein madad karo tumyateem mazloom mar raha hai..(2)qamar baseerat ki aankh kholoyehi kahi par hi karbala hai..(2)juloos o majlis mein jaane walo..(2)hussain tumko bula rahe haiLabbaik ya hussain..(2)
Hussain ka ghum manane walo
Shadman Raza · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.