Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussain Saeen

Meesum Abbas · 2020

Ya hussain ya hussain (×2)Shah ast hussainBadshah ast hussainDeen ast hussainDeen panah ast hussainMaa naukar maula saeen anjo(×2)Haan karbal ware saeen anjoMere syed mere sardarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×4)Mere syed mere sardarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×4)Wallah tere ibne haiderCharche hai sakhawat ke ghar gharRahib ko diye hai saant pisarMan misli hai fitroos ke lab parHam par bhi mehez ek baarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×8)Tum murshid ho tum aaka hoHam mangte tum andaata hoHam adna hai tum aala hoHam maulayi tum maula hoTum karte nhi inkaarKaro apna karam sarkaarHussain saeen (×8)Allaho nabi ke pyaare hoZehra ke raaj dulare hoQuraan e ali ke paare hoTum chashme hasan ke taare hoKudrat ka hasin shahkaarKaro apna karam sarkaarHussain saeen (×8)Hai wird bari ajmeri kaKehna hai shams noorani kaBolay har bait bhitayi kaNaara hai laal shehwani kaHai tera khula darbaarKaro apna karam sarkaarHussain saeen (×8)Sindh walo ki hai shaan yahiMehran ki hai pehchaan yahiHar lab par hai elaan yahiApna toh hai imaan yahiHum apke ke hai hubdarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×8)Kayo maula saeen manzoor duaMukhe bhi ghurayo karbobalaKarbala karbala (×2)Tumse hai muallah karbobalaHain noori tajallah karbobalaKaabe ka hai kaaba karbobalaNabiyon ka musallah karbobalaKarte hai dua zawarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×8)Khaliq ki mohabbat mil jayeNaukar ko ijazat mil jayeMaula ye saadat mil jayeHum ko bhi shahadat mil jayeKehte the sabhi ansarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×8)Abbas ka lasha wawailaAkbar gaya mara wawailaTum reh gaye tanha wawailaYeh sabr tha kaisa wawailaKehti hi rahi talwarKaro apna karam sarkarHussain saeen (×8)Jawad aur mesum ki hai sadaHum tere bhikhari hai maulaJoh rizq bhi hai humko miltaHain sadqa tere asghar kaHum tere hai namakharKaro apna karam sarkarHussain saeen (×8)Ya hussain ya hussain (×3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.