Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Hussainiyat zindabaad

Shadman Raza · 2012

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
hussainiyat zindabaadhussain hussain hussain hussainkarbala ke dasht ki hai dastaan hussainiyathai hamaare khoon me rawaan rawaan hussainiyathai jahaan jahaan khuda wahaan wahaan hussainiyathogi kaayenaat me zabaan zabaan hussainiyatzindabaad thi zindabaad haizindabaad zindabaad hai hussainiyatzindabaad zindabaad zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain1. Shaamil jo hai khun me karbalakyun haar jaayenge ham hoslatufaan beh lenge khud raastadengi duaayen hame sayyadachalta rahega yun hi silsila..(2)ruk na sakega kabhi qaafelahoga ye sheh ka gham zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain2. Ek mashvara ehle dunya sunozillat ki ye zindagi chhod doshabbir ke raaste partchalochaahe badan pe ye sar ho na hoye dars detaa hai farshe azaa..(2)hurr ban ke karlo abhi faislahaq pe ho to kaho zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain3. Tum bomb dhamaake karo jaa ba jaamaatam ko tum rok sakte ho kyataarikh parh ke to dekho zaraahujjaaj se badh ke zaalim ho kyaae naasiraane shahe karbala..(2)allah mohammad ali fatemakyun na phir ham kahen zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain4. Ye daaghe maatam to aizaz haimaatam nahi fath ka saaz haiye to shahidon ki aawaaz haiqudrat ka ye ek haseen raaz haizinda hai kyun aaj tak karbala..(2)ye raaz jis par ayaan ho gayaus bashar ne kaha zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain5. Ye maatami misle mukhtaar hainhar waqt marne ko tayyaar hainkhushyon me gham ke talabgaar hainbaatil pe ham misle talwaar hainjo hai hussaini who marta nahin..(2)haq baat kehne se darta nahinkehte hain jism o jaan zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain6. Binte nabi ka ye armaan thaghar ghar me maatam ho shabbir kaarmaan bibi ka puraa huwahai aaj ghar ghar me farshe azaahai shaadman aur mazhar sadaa..(2)lab pe rahegi yehi ek sadaazindabaad zindabaad zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain7. Jab tak wafa saans karti rahengisajaayenge ghar ghar me abbas ka ham alammaatam ko ye haath uthte rahenge ghameshaah me aankh rakhenge har waqt namchalta rahega yun hi silsila..(2)ruk na sakenge ye ehle azaahoga ye sheh ka gham zindabaadhussainiyat zindabaad..hussain8. Karbobala ka jo paighaam hai wo sunaayengedunya ko har haal me nauhakhaanpehnake khud apne lakhte jigar ko kafanin juluson me khud bhej deti hain maandekha ye imaan ye hosala..(2)taarikh daano ko kehna parhagham ka ye kaarvaan zindabaadhussainiyat zindabaad..hussainTaarikh de rahi hai ye aawaaz dam ba damdashte sabaa to azm hai dashte balaa o ghamsabre masih ho jurrate suqraat ki qasamis raah me hai sirf (ek insaan ka qadam)..(2)jiski raghon me aatishe badr o honayn haius surma ka isme gheraami hussain haihussain ya hussainShore rajaz baland hua vaar ho gayalehje se gharm khaak ka baazaar ho gayaroze oruje shaam shabe taar ho gayanikla jo mun se harf (wo talwaar ho gaya)..(2)ehle jafaa ki maut ka farmaan aa gayadashte balaa me nuh ka tufaan aa gayahussain ya hussainMaskan jo the ghuroor ke wo sar jhuka diyeeiwaane khusrawi ke parakche urhaa diyelab teshnagi ne khun ke darya baha diyepyaase ne aabe tegh ke (johar dikha diye)..(2)eiwane shar me aag lagi khaak ho gayasaare yazidiyon ka jigar chaak ho gayahussain ya hussainPal bhar me saans ehle jafaa ki ukhad gayibay'at talab yazeed ki surat bigad gayidaste khuda se qismate shaahi udhad gayihaydar ki tegh sina e (baatil me gad gayi)..(2)haq ne rag-e saqifa ki chhalwal nikaal dipaa e bani umayya me zanjeer daal dihussain ya hussainutthi nigaah chehra e baatil jhulas gayaek naag ke himmate aadaa ko dhas gayapaa taal me saqifa e ehle hawas gayaaadaa pe zulfeqaar ka (paani baras gaya)..(2)haybat se nariyo ka lahu sard ho gayabay'at talab yazeed ka mun zard gayahussain ya hussainis haadese pe aaj bhi giryaan hain behr o barallah ye talaatume pur haul yu hai sharye kapre al hafiz ye udwaane al hazarpaani si chiz band hai (wo bhi hussain par)..(2)maula kisi pe koyi na aisi jafaa karekaafir pe bhi na band ho paani khuda karehussain ya hussainzarraat mehve naal o fughaan gharqe shoro shaintapti huwi zameen pe akbar sa noore aynek bezubaan ki laash pe seidaaniyon ke baynay waay bar tabaahi e (mazlumi e hussain)..(2)khaime ke dar ko dida e girya kiye huwezainab khari thi baal pareshaan kiye huwehussain ya hussainhawwa khadi thi sar se utaare huwe ridatakraa rahi thi baare mashiyat se karbalaaur farsh tha namuna e mehshar bana huwagunji huwi thi dasht me (zehra ki ye sadaa)..(2)sun le sadaa ay baare khuda shoro shain kiparwardigaar ho khair ho mere hussain kihussain ya hussain..(4)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.