Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ibne muljim pe lanat khuda ki

Ali Najaf Rizvi · 2015

Ya ali murtaza, ya ali murtaza..(3)Zakhmi peshani hai murtaza kiibne muljim pe lanat khuda kiAa rahi hai sada mustafa kiibne muljim pe lanat khuda ki1. Aasmaa'n par udasi hai chhayighum mein doobi hui hai khudayi..(2)shere dawar pe jisne jafa kiibne muljim pe lanat khuda ki2. Khuld mein fatima ro rahi haijaan ummul banee'n kho rahi hai..(2)muztarib hai safar ambiya kiibne muljim pe lanat khuda ki3. Zainab e ghum zada hai pareshaa'nkyu na hoorane jannat ho giryaa'n..(2)hai jabee'n khoon khairul wara kiibne muljim pe lanat khuda ki4. Kaise fizza jigar ko sambhalebibi kulsoom karti hai naale..(2)laash uthti hai shahe huda kiibne muljim pe lanat khuda ki5. Hashr aalam mein hai aaj barparoke jibreel karte hai nauha..(2)haye haye ali ne qaza kiibne muljim pe lanat khuda ki6. Hanfiya karte hai haye hayekaise hasnain ko chayn aaye..(2)khair halat hai aale ebaa kiibne muljim pe lanat khuda ki7. Sar patakte hai abbas e ghazikhoon mein tarr hua hai namazi..(2)inteha hogayi hai jafa kiibne muljim pe lanat khuda ki8. Rozadaro mein mehshar bapa haiya ali ya ali ki sadaa hai..(2)hai azadari mushkil kusha kiibne muljim pe lanat khuda ki9. Girna jaye kahi'n aaj kaabauth raha hai ali ka janaza..(2)aa rahi hai sada kibriya kiibne muljim pe lanat khuda ki10. Subh ekkis ki hai qayamatmurtaza par hai tuti musibat..(2)ibteda hogayi karbala kiibne muljim pe lanat khuda ki11. Aye Azeem o Najaf ghum manaotum bhi haider ka taboot uthao..(2)tum jaza paoge is azaa kiibne muljim pe lanat khuda ki

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.