Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Imam-e-Raza (AS)

Ali Safdar · 2008

Imam-e-Raza (AS)[Imam reza, Imam reza] ×2Assalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadhdhuafa  Assalamu alaika ya shamsas shumus wa aneesannufus ayyuhalmadfune bi arze toosYa sultanil arab e wal ajam Ya abal hasan ya ali yabna musar ridha Ruhi wa jismi [lakal fida] ×3[Ya ghareebal ghuraba Ya mu'eenadh dhuafa ] ×2Noor charaghe aal-e-iba [waaqife haal-e-ehle aza] ×2Warise shahe karbala [Yani shafi-e-roze jaza] ×2Malike arze khake shifa Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaRizk tumhare dar se mila [deen tumhare ghar se mila] ×2Kya kuchh na ghame sarwar se mila [Sab tera diya rehbar se mila] ×2Quran he sab kuchh tera kaha Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba, Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaShabbir ka matam jaari hai [Is gham ki ijara dari hai] ×2Ye waqt adu par bhari hai [Is gham ka mukhalif nari hai] ×2Ati he musalsal eik sada Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaJab dil mein ghamon ne der liye [Tuhi tha maseeha mere liye] ×2Roze pe gaya aur phere liye [Ye jaan he meri tere liye] ×2Zeest he meri teri ata Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaIslam ki shiryano mein abhi [Gardish mein hat khune aale nabi] ×2Seene mein chubhi barchi ki ani [Lau deti hai girya khaiz hasee] ×2Rehna he yahi ta hashr faza Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaKul ehl-e-haram chadar ke bagher [Beemar bhi hai bistar ke bagher] ×2Ik jhula he asghar ke bagher [Sab laashe pare hein sar ke bagher] ×2Cheekh rahi hai karbobala Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaTapti hai zameene karbobala [Bikhra hai janaaza qasim ka] ×2Humshakle nabi bhi mara gaya [Phir khun-e-wafa maktal mein gira] ×2Ati hai sada-e-aaho buka Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaAnkhon mein lahu ka darya hai [Jari jo "abad" ka girya hai] ×2Mat puchh jo meine dekha hai [Har ek fidaaai kehta he] ×2Shabbir pe apni jaane fida Ruhi wa jismi lakal fidaAssalamu alaika ya ghareebal ghuraba Assalamu alaika ya mu'eenadh dhuafaAssalamu alaika ya shamsas shumus wa aneesannufus ayyuhal madfune bi
arze toosYa sultane arab wal ajamYa abal hasan ya ali yabna musar redha Ruhi wa jismi [lakal fida] ×3

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.