Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Imam e Zamana

Farhan · 2021

Imam e zamana..Uthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana1. Haseen manzar wo kab dikhegakhuda ke ghar pe alam ka saayanamaz padhwaenge jo maulato piche saff mein milenge Isaharam mein majlis bapa karengepadhenge nauha - Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana2. Bohot hi chota sa ghar hai merapar isme hujra hai ek terasharaf ye mere liye bada haitu mujhse kar le ye ek waadabus ek shab ko tu mere ghar meinqayaam karna - Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana3. Misal e kaaba ye dil hai merahai isme maula tera baserasada e dhadkan mera areezabhala mai kaghaz pe ab likhu kyajo dhadkano ki sada sunegatu jaan lega - Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana4. Safar tha paidal jab arbaee'n kamai har jagah tujh ko dhundhta thatu zaero mein, tu ashiqo meinaye mere maula kahi'n to hogaye soch kar hi mai sabke qadmoko chumta tha- Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana5. Kitab e haq se ye maine jaanahar ek shay ko panah hai maulalaga hua hai qaza ka pehranahi hai saanso ka ab bharosajo band hojaye meri ankheinmujhe jagana- Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana6. Tujhe tasawwur mein jab bhi dekhaAli ke jaisa tera hasham thahai tere qabze mein tegh e haideralam hai kandhe pe bawafa kamisal e dul dul sawaarandaaz fatehana - Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana7. Dua hai mazhar ki raat din abkahenge ameen matami sabho sehne kaaba mein jab bhi majliskaraye zikr e Hussain o Zainabba garz e nauha tum apnefarhan ko bulana - Imam e ZamanaUthake parda, dikha do jalwaAye ibn e Zahra - Imam e Zamana

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.