Khudaya mukadar mera yun jagadeImame zamana ka aashik banadeMeri maa ki koshish ka usko sila deImame zamana ka aaashiq banade1. Karun zikr zehra ka tahir banun meimaame zamana ka nasir banun memeri maa ki koshish ka usko sila deimame zamana ka aashiq banade2. Har ek dilko azme hussaini aata hohar ek jaa ko jooshe khuaini aata hogutan ki fazao me taza hawa deimame zamana ka aashiq banade3. Zamane ki chaalo se ghabra gaya hungunaaho ki duniya se tang aagaya hungunaaho ki zindaa se mujhko chuda deimame zamana ka aashiq banade4. Aata kar jawano ko akber ki himmatmille mere bacho ko asger ki himmatkhudaya unhe muskurana sikhadeimame zamana ka aashiq banade5. Meri maa ki khwahish fidaye hussainihe ghutti me meri aazaye hussainiaaza par me jaa dun mujhe hausla deimame zamana ka aashiq banade6. Amal se hi apni gawahi likhun meimame zamaa ka sipahi banun meshahadat k raste pe chalna sikhadeimame zamana ka aashiq banade7. Ho akhlaaq pyaara to meethi zaba hoonkamar do jahano me yun shadmaan hodua dun me jisko mujhe wo dua deimame zamana ka aashiq banade
Imam e zamana ka ashiq bana de
Shadman Raza · 2011
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.