Azadari MediaAzadari Media

Imam Hassan Manqabat 2026

Zulfiqar Ali · Poet: Yasir Raza Yasir

Listen to this nauhaPlay the audio with lyrics
Uss Pe Haar gaam Hain Salame HasanBangaya Dil Se Jo Gulame Hasan________________Kap Jate Hein Aaman ke Dushman Ba-khuda Abbhi Sunke Name Hasan ________________Yaad Hein Jisko Mustafa Ki HadisUspe Lazim Hein Ehteram E Hasan ________________Tum Khuda Ashna Nahi Ho AviKayse Samjhoge Tum Maqame Hasan________________Uska Beta Hein Avi Gaybat MeinLene Ayega Inteqam E Hasan________________Lehja E Mustafa Jhalakta HeinJab Bhi Parta Hu Mein Qalame Hasan________________Iss Se Barhkar Saraf Hoga yasir Sukr Saad Sukr Hu Gulame Hasan as.________________

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.