Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Ishq e haider madad madad

Ali Safdar · 2013

madad ya ali..(6)tu hai shere khuda, ya alido hame hausla, ya alijaan tum pe fida, ya alilab pe hai ye dua, ya alimere mushkil kusha, ya alidil kahe karbala, ya aliali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad ya ali1. Haider haider bol rahe hai khauf nahi khookharo kanaam ali ka sunkar rann me dam ukhde talwaro kaishq e ali hai sara asasa hum se matam daaro kabol utha hai fir duniya me sufiyani ghaddaro kazaigham e kibrya ya alido hamain hosla ya alijan tum pa fida ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali2. tu hi waris tu hi aaqa tu hi mola tu hi imaambhej raha hai rabbe akbar mere mola tujh pe salaamjan hatheli par rakhe hai ishq mai tere saare ghulaamteri ijazat mil jaye to karde kufr ka jeena haraamitni himmat mile ya alikhud ye dushman kahe ya alihum hain ghazi tere ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali3. Teray chahne walon par jo baatil ki yalgharein hainkis ko nahi maloom jahan mai ret ki ye deewarein haikarb o bala me jaakar dekho qatil kaise haare hainquwwat se eeman ki humne sare yazeedi maare hainlab pa hai ye dua ya aliphir sajay karbala ya aliphir adu ho fana ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali4. Kab tak ye shaitaan ke bande islami kehlaengekab tak mal o zar ke pujari apna nasab dikhlaengekhoon e momin rang laya to jeete jee mar jaengekis ko jihad e haq kehte hain ye to hum batlaengeizn e karde ata ya aliho jihad e wafa ya alisab kahe marhaba ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali5. Khatron se pur azm guzarna aap se humne seekha haideen ki khatir deen pe marna aap se humne seekha haidarya kanare tashna rehna aap se humne seekha haitaigh tale to sajda karna aapse humne seekha haimazhar e kibrya ya alifatha ka aasra ya aliphir se naara laga ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali6.Loote maare qatl kare wo haider ke mastano kounme itna zor kahan jo rok sake deewano kounko khabar kya thokar par hum rakhte hain toofano koqehr-e-khuda ka khauf nahi hai dunya kay ghaddaro kotu hai sher e khuda ya alikar qayamat bapa ya alizulm karde fana ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali7. Kaash hamare rehbar o hadi dunya mai farmae zahoorhojayegi dher ye taaqat mit jaega saara ghuroorban jayega noor se unke kohe zulmat wadi e toorder nahi hai aur zyada hosh me aaye ahle qabooray murade umam ya alikarde hum pe karam ya alibhej de ye judam ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali8. Humko tum kamzor na samjho aahan ki deewaar hain hummeesum, salman, buzar, qambar, nasir hain mukhtaar hain humnaam e wila e aale nabi se har lamha sarshaar hain hummehfil mai hum shamme mawaddat maqtal mai talwaar hain humpasban e aza ya alisab karenge wegha ya alinaam leke tera ya aliali ali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali9. Maa'en hum ko bhej rahi hai de ke dua'en maqtal maisir katne ka khauf kise hai ehl e hawas ke jungle maisang satr pe baithe abi hai taigh e mujahid saiqal maiqatil khud he mit jayege ek din khoon kay daldal maiharf e qatil mita ya aliapna jalwa dikha ya alinaqsh e batil mita ya aliali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali10. Tera shaaer tera abad hai darr par tere seena figaarhadi e dauran ke qadmo me jaan kare wo kaise nisaargaibat se wo bahar aaye sab ke dil ko aaye qararmehdi e dauran ki nusrat ka....sab ke hajat rawa ya alimere mushkil kusha ya aliya ali ya ali ya aliali ali ali ali aliishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madad ya ali

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.