Husain Husain...(4)Ya zahra....Ya Haider....Shukriya fatema zahraShukriya Haider e qarraarAapne mujhko banaayaApne bete ka azadaar..(3)Man misli.. mai azadar e HusainRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi1) Ye jo sharaf mujhko milaaur kise rabb ne diya..(2)Goondha gayaa mera khameerusme mili khaak e shifaa..(2)unse mujhe hai qalk kiyaaAab e baqaa, khaak e shifaa, zohd o sakhaa, Rab ki ataaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi2) Khalq mujhe rabb ne kiyasirf moharram ke liye..(2)Aankh hai rone ke liyehaath hai maatam ke liye..(2)Daulat e mann kya iske siwaaFarsh e azaa, farsh e wilaa, ashq e azaa, karbobalaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi3) Seena hai kaaba e azaakaabe ka maulood Ali..(2)Rabb ne jo meesaaq liyadil me tha maujood Ali..(2)Aur Karam mujhpar ye huwaaDil Jo diya, usme rakha, ishq e khuda, sheh ki azaaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi4) Pehle waha wird kiyasallu alaihi ya Husain..(2)Ab ye wazeefa hai merasallu alaihi ya Husain..(2)Kaam hai ye dunya me MeraNauha likha, nauha padha, nauha suna, kehta rahaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi5) Ishq e Ali mujhko milaaur ghum e karbobala..(2)Jab bhi uthey mere qadampohcha sar e farsh e aaza..(2)Qaidi koi yaado'n me rahaaTauq e jafaa, me tha gala, kehta raha, Zain ul ebaaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi6) Asr ka hangaam e sitambhool na paaunga kabhi..(2)Reyt ke teeley pe khadiek behan roti rahi..(2)Dekhi nahi phir aisi jafaaKhushk gala, kat-ta raha, khoon baha, kehta huwaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi7) Baad e shah e Karbobalaahle haram qaidi bane..(2)shaam talak aise gayeek rasan baara gale..(2)Binte Ali thi mehwe bukaaLehje me tha Sher e khuda, mehwe buka, khutba diyaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann Abbasi8) Hoti hai maula ki ataalikhta hai Mazhar ka qalam..(2)Mujhpey bhi Irfan e azahai ye shah e dee'n ka Karam..(2)Naad e Ali jo mujhko milaaShukr e khuda, khoon mera, meri tarha, kehne lagaaRisaalat e mann nabawiWilaayat e mann alawiQismat e mann fatemiSakhawat e mann HasaniIzzat e mann HusainiGhairat e mann AbbasiHusain... Husain... Ya zehra....
Izzat e mann
Irfan Haider · 2018
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.