Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jaag Sakina Jaag Baba Ka Sar Aaya

Nadeem Sarwar · 2000

Hogayi rihaayi, lo kafela chalaa,Sar jab har ek shahid ka, sajaad ko milaTab marqade Sakina (x2) pe Sajaad ne kahaaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x3)Baba tumhara aya (x2) gaya waqt neend kaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)1) Seenay pe sone wali, matti pe so gaye (x2)Baba ko rote rote, jo khamosh ho gaye (x2)Roro ke maan kabre (x2) Sakina pe ye kahaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)2) Bibi karo salaam, adab ka makaam hay (x2)Bibi tere Sarhanay, shahe tishna kaam hay (x2)Ay jaan jaldi badlo (x2) Ye kurta phata huwaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)3) Baba ko dhundti thi, Sakina utho utho (x2)Raatoon ko jaagti thi, Sakina utho utho (x2)Lo aa gaye hain baba (x2) Aey jaan jag jaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)4) Baba ke paas sona, na sona zamin par (x2)Rakho labo ko lab par, Jabeen ko jabeen par (x2)aada ki ghurkiyo ka (x2) Zamaana guzar gayaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)5) Payghaam roz deti, the amu ke naam tum (x2)Roti thi yaad kar ke, unhe subh shaam tum (x2)Jaago ke jaa rahay hay (x2) Jahaan sote hain chachaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)6) Kis tarha soyi baali, Sakina na puchiye (x2)Ranjo alam se phat-ta, hay sina na puchiye (x2)jaagi na phir kabhi woh (x2) Bohot maa ne di sadaaJaag Sakina jaag baba ka sar aaya (x2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.