Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jab Khathema Baqair Howa

Miscellaneous · 2014

Jab kathema baqair howa fouje shah kaKosar pe qafela gaya pyaasi sipah kaGhar lutgaya janabe risalath panah kaQakh odhrahi thi haal ye tha baargha ka - jawabBhai the ne rafiq na wo nooreain theDo behne rone wali thi aur ek husain the - jawab2)     Deori wo subah takthe do rastha jahan sawaarQadim wahan tha koyi na rafeeqo yaarWo loo wo dopaher ki tapish aur wo ghubaarParda hawa se sar ko pataktha tha baar baar - jawabAafath thi bekasi thi mosibath thi yaas thiBe fauj badesha tha deori udaas thi - jawab3)     Farmathe the ke wah ye taaqeer aye ajalAkbar ke baad kaunsa tha zeesth ka mahalAb mujhko ek baras ke baad hai ek paalMauth aye ab ye hai shajare zindagi ka phal - jawabEk ja shuri galeon pe jo chalthi tho khoob thaYe jaan onke sath nikalthi tho khoob tha - jawab4)     Ham sabke baad qalk se jaane ko rehgayeSar peetne ko ashk bahane ko rehgayeIs nawjawan ka daag thane ko rehgayePiri mai ah thokre khane ko rehgaye - jawabBeta kahan qabar jo dame intheqaal leIthna nahi koyi ke gireon tho sambhal le - jawab5)     Naghah sooye lashe pisar japadi nazarChillaye dil ko thaamke sulthane bherobarSothe ho kya dhare howe ruqsaar qakh parAkbar othoke ke ghorese girtha hai ab pidar - jawabBoole pidar ko neendh mai qurbaan apkeAayo namaze asar padho sath baap ke - jawab6)     Abbase naamdaar tarayi se othke aaoPhtha hai khalb jalrahe hain sab jigar ke gaaoChidko meri zirape jo pani kahi se paaoChalthe howe adam ke musafir se milthe jaao - jawabGaflath ki tumko neendh hai shabbeer kya kareMeri tarah kisi ko na bekas khuda kare - jawab7)     Chilaya foujko pisare saadenabekarLo ghairlo hussain ko sab milke ekbaarPalte pare sawareon ke lekar risala daarDo ghaul bandhe aye kamadaar das hazaar - jawabTheer afghaneon mai thegeon mai bhaleon mai ghirgayeBekas husain bharchiyeon waleon mai ghir gaye - jawab8)     Fariyaad hai wo fauj ke dal aur ek hussainWo beshumaar thegheon ke phal aur ek hussainWo teere jasithan wo jadal aur ek hussainWo sainkdo payame ajal aur ek hussain - jawabFaujon me shaam ki maye taban ghira howaBekas bhi wo ke jisse zamana phira howa - jawab9)     Kyonkar kaheon ke arshe khuda khaak par giraKhairunissa ka mahe lakha khak par giraSartaje badesha gada khak par giraZeese olatke rahenuma khak par gira - jawabWo do hazar zakhm tane chaak chaak parKya guzri hogi jabke gire heonge khak par - jawab10)     Fizza ne jake khaimeon me baywe ko di khabarHai hai mere khuzade ka kattha hai tanse sarBisthar se othke girpade sajjade nohagarKhaime se nikli bibiyan bacheon ko chod par - jawabHiltha tha arsh hazrathe Zainab ke bain seGir gir ke daudhi thi ke milleon Hussain se - jawab11)     Chillathi thi aray mera bhai hai kistarafLuti howi Ali ki kamayi hai kistarafDariya kidhar hai khoon ka tarayi hai kistarafSone ki ja Hussain ne payi hai kistaraf - jawabRastha de ay zameeka falak ki sathayi heonMai apne pyare bhai se milne ko ayi heon - jawab12)     Mai syeda heon rahem karo laash ko bathaoAy ahle khariya binthe Ali ki madad ko aaoDuniya me tum kushi raho okhba me chain paoSyed kidhar hai khoon me ghaltha bathaye jao - jawabYa lutgaye falak ne ye dukh hampe dale hainAy bhaiyo Madeeno ke ham rehne wale hain - jawab13)    Shay ke karahne ki jo ane lagi sadaDaudi odhar nabi ki nawasi barehna paDekha bahen ne katthe huwe bhai ka galaAnkheon pe hath rakhke giri binthe Murtuza - jawabGham se kaleja phat gaya Zehra ki jayi kaOtthi tho deka naize pe sar apni bhai ka - jawab

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.