Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jab Khuda ko pukara

Mir Hasan Mir · 2013

ali aa gae..(4)jab khuda ko pukara ali aagaejab ali aagae zindagi aagai.....3zindagi bandagi roshni aagai,roshni aagai aagai aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai1. Maut inke muhibbon ko aati nahi,aa bhi jae to phir bach ke jaati nahimaut ka kya khatar maut se kya hai darr,is se bach na bhi kya aagai aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagae2. Teri masnad pe gairon ko bithla diya,warise mustafa mazhar e kibriyatu ali o wasi o wali hi raha,manzilat me teri kya kami aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai3. Hum ke sarsar ishk o tawalla me the,jaante hi na the nafraton dushmaniyeh tabarrah bhi wallah  kya cheez hai,hum ko aghyar se dushmani aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai4. Maslak e ishk me maangna ayb hai,mai bhi khamoosh hun woh bhi khamosh haiunko sub hai khabar isliye chup hun mai,kya hua aankh me gar nami aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai5. Khums dena mawaddat ki ek shart hai,aur na dena bhi misle fidak hai gunahhak ke saadat zehra ke makrooz se,jab tabarra suna to hasi aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai6. kyun na roe woh kismat ko apni sada,jin ka pura mukaddar hai lanat zadajin ki kismat me apne hi aamal sebinte ahmad ki naarazgi aa gaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai7. Sura e aale imran bhi hai gawah,misle kausar hui aal unko atawoh jo kehte the abtar nabi ko mereunki kismat me hi abtari aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai8. Ishq e haider me phirte the shaam o sahar,unke maddah hai sare jin o basharunki aawargi ka safar dekh kar,zahn me fikr e aawargi aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai9. Shairi ki sharaet bata bhi gaeaur maye ishk e haidar pila bhi gaesibte jafar mai qurban tere ishk keibne jaafar ko bhi shairi aagaijab khuda ko pukara ali aagae,jab ali aagae zindagi aagai

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.