Maula Maula..(2)ya mahdi..(20)jab noor ka suraj chamkegakarwat yeh zamana badlegasab chand sitare mehdi ki chaukhat ke diye ban jaaegadekhega zamane yeh manzar dar baite ali ka khultey hideewaare haram ke sab patthar haider haider dohraaengeyjab maula mehdi aaengeyjo gaasibey haqqe zahra hai..(2)qabro se uthaae jaaengeykaabe ko sajaya jaaega badlega zamane ka manzartayyariye jashne eide ghadeer is tarah karengey woh aakarjannat ke purane darzi semalboos naye silwaaengeykuch ibne adam aisey hai adam ke amal par hai barhammasjid ke aagey hotey hue jo dekh nahi saktey hotey matamjab matam hoga kaabe mewoh jal jal ke mar jaaegeyqaem ki adalat me ek din woh pesh sabhi mujrim hogeyhar daur me mimbar par chadke jo bughze ali mei boltey thehai mujhko yakeen maula unkimeesam se zabaa khichwaaengeynasir abbas taqi hadi sibte jafar mohsin naqvitehzeeb wajahat asif ho yaa aun sa matamdaar koijab hogi baqiyya mei majlisyeh saare hume miljaaegeydekhega jahaan yun ahle aza ka rutba badhaya jaegakhatune qayamat ka rauza jab firse banaya jaaegachun chun kar matami halko semazdoor bulaae jaaengeykya hoga qayamat ka manzarkuffar ki dunya larzegibaalo ko chudaate khaak ko jab utthengey lahad se maula alifir fauj me apne bete kiwoh khud shamil ho jaaegeyhaider ki wilayat ka dushman tauheed ka dushman hota haitauheed ke waris hai mehdi tab bhi mera dil yeh kehta haidushman hai wilaayat ke jitneywoh pehle maare jaaengeykuch bhi toh nahi hai tayyari hoto pe zabani yeh daawa haiaa jaae agar woh milne ko kya koi aisa gosha haijhaako toh makaamo me apnehum unko kaha tehraaengeywallah khadi reh jaaegi har nasle umayya ki saazishkya jandullah kya ainusra alqaeda kya kaisi daaishjab teg ali ki chamkegisab mitti mei mil jaaegeynazdik takallum hai woh ghadi dekhengey jab yeh ahle nazarkya mufti hafiz maulana sab rashk karegey woh mujhparmimbar pe kasida zahra kawoh padhne mujhe bulwaaengey
Jab maula mehdi aaenge
Mir Hasan Mir · 2015
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.