Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jab rida sar se chini

Sahibe Aalam · 2011

Haye meri zainab, haye meri zainab..(4)Jab rida sar se chini, tu sada deti rahi, tu na aya gazi..(2)Tere hatho'n me rasan, dekhta kaise bahenBhai bekas tha tera you na aya gazi1. Ye tujhe bhi hai khabar dukhtare khaire basharMe utha sakta na tha hukme shabbir pe sarMere bazu the juda mashk se paani bahaAgayi mujhko haya you na aya gazi2. Sunke mai teri sada ye tho mumkin hi na thaMe na aata kaise dhukhtare shere khudaBe rida dekhu tujhe  kab tha manzoor mujheHausla mujhme na tha you na aya gazi3. Mera chalni tha badan teer the misle kafanKhoo'n se rangeen tha ban bhai bekas tha bahenGhurz tha sar pe laga gash me tha bhai teraTera shikwa hai bajha you na aya gazi4. Jang mai kar na saka hukme shabir jo thaTha sakina ke liye dum bhi hotho'n pe rukaMashk zakhmi jo hui ruk gai saans meriPhir qadam uth na saka you na aya gazi5. Jab huwa thanda alam amma zahra ki qasamKis tarha thujhse kaho kaise nikla mera damWo teri aaho fugha jalte khaimo ka dhuwaSharm ne maar diya you na aya gazi6. Jab me ghode se gira aayi amma ki sadaAe shahensha e wafa aa meri god me aaRab ne bejha tha jinhe dekhta kaise unheKhu tha ankho me jama you..............7. Ye to acha hi huwa aankh me teer lagaYu rasan basta tujhe dekhna padta mujheMuh dikha sakta na tha ye alam dar e wafaDil mera doob gaya you.............8. Tune jo zulm sahe kis tarha bhai kaheNoke neza pe bhi mai band ankhein tha kiyeSham tak sath gaya tere pathar jo lagaMai bhi naizey se gira you...........9. Bhai ki tooti kamar dekhe hashim ka qamarTere gazi ka alam ho gaya khoon me tarPyase bacho ke liye pani lana tha mujheWada pura na huwa you............10. Rroya rehan qalam karke ye baat raqamKhoon me doob gaya tere ghazi ka alamSar jo zakhmi tha mera aankh me khoo'n tha jamaAagayi mujhko qaza you na aya gazi.

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.