Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jana hai karbala

Ali Shanawar and Ali Jee · 2022

Hussain.. Hussain hussain hussain..(2)Kehte hai jab bhi jisko bhi jana ho karbala..(2)zawwar jisko banna ho maula hussain kalazim hai iske waasteabbas ki riza..(3)Abbas....Abbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaBadshah e karbala, aye shahe nainawajald bulana hume jald bulana1. Jab aayi chand raat muharram ki ya khudaaye kaash karbala mein ho hum bhi kisi jagahmanzar wo hum bhi dekh le parcham kushayi kalabbaik ya hussain, hamari bhi ho sadaapaana hai ye sharaf pana haisheh ke zawwaro mein naam likhwana haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaJana hai..2. Maula tumhare chahne walo ki hai sadaakarna hai karbala mein hi ashure karbalamaula nazar ke saamne roza ho aapkamatam zari ke saamne ho aapka bapakehna hai bus yehi kehna haihumko bhi maula ke saaye mein rehna haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaBadshah e karbala, aye shahe nainawajald bulana hume jald bulana3. Maula hume bhi apni ziyarat karaiyeaye fatima ke laal hume bhi bulaiyezawwar karbala ka hume bhi banaiyejageer bawafa ki hume bhi dikhaiyeaana hai roz woh aana haizikr e maula karne, humko bhi aana haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaJana hai..4. Dekhe nazara hum bhi waha arbaeen kapaidal safar najaf se kare suye karbalabaate sabeel aur tabarruk jagah jagahjaari rahe aza e hussaini ka silsilakarna hai ye safar karna haisang azadaro ke hum ko bhi jaana haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaBadshah e karbala, aye shahe nainawajald bulana hume jald bulana5. Ye arzu hai karbobala jab bhi jaengehum khaimagah mashk o alam leke jaengeabbas ka hussain ko nauha sunayengesadaat ke ujad ne ka matam karaengerona hai ha hume rona haikarbala walo ka sog to hona haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaJana hai..Katkar gire the baazu e abbas jis jagahwa hasrata wa ghurbata...6. Katkar gire the baazu e abbas jis jagahakbar jawan ka jaha'n chalni jigar huaasghar ne khaya has ke jaha'n teer e hurmaladooba jaha'n pe khoon mein lashkar hussain kajaana hai har jagah jaana haijake har turbat par ashk barsana haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaBadshah e karbala, aye shahe nainawajald bulana hume jald bulana7. Maula hussain aapne kya kaam kar diyaapne lahu se khaak ko khake shifa kiyamaula yehi hai aapke zawwar ki duahum bhi padhe namaz sare arz e karbalasunna hai han hume sunna haiharam e maula ki wo azaa'n sunna haiJana hai karbala jana haiba khuda maula ke dar hume jana haiAbbas bula lo, zawwar bana doek baar hume roza e shabbir dikha domaula mere maula, mere maula, mere maulaBadshah e karbala, aye shahe nainawajald bulana hume jald bulana..(3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.