Tanha rakha hai ghar me janaza rasool kaAshaab chun rahe hai khaleefa rasool kaEk roz me nabi se zamana badal gayaKoii nhii uthaeey jo laasha rasool kaDuniya sab apni apni banane me lag gayiiBeti akeli padhtii hai nauha rasool kaMushkil kusha e waqt hai mushkil me aaj khudTanha uthaeey Kaise janaza rasool kaShayad Koii to aaye isi intezaar meRakha hai teen din se janazaa rasool kaBaad nabi ye aaya zamane me inqelaab9 nav ummati the aur janaza rasool kaSab kaam karke apne musalmaan aae haiPhir Qabr se nikaalne laasha rasool kaRona bhi fatema ka gawara nhi nhiPadhte the roz o shab jo qaseeda rasool kaHathon me aag leke dar e fatema pe logBeti se lene aae hai badla rasool kaDarwazah fatema pe giraya lagae aagAccha diya hai beti ko pursa rasool kaApna haq maangne sare darbaar jab gayiiAad aaya fatema ko zamana rasool kaAale nabi pa tode gaye Zulm ke pahaadMaila abhi Kafan na hua tha rasool kaHujre me dafn kar diya ye soch kar razaLe Jaee kalmagoon na janazaa rasool kal
Janaza Rasool Ka
Rizwan Rizvi · 2020
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.