Gire zameen pe maqtal mein jab ali akbartadap ke khaime se nikle hussain thaame kamarchalu mai saath pukari jo zainab e muztarbehen ke dekhke bhai ne ye kaha ro karJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..1. Laee'n ne seene mein jab se sina ko toda haimera ghareeb pisar dard se tadapta hairagad raha hai wo maidaa'n me ediya'n zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..2. Wo jisko naazo se atthara saal pala haimeri hi god mein woh laal marne wala haimai jab uthaunga wo lasha e jawa'n zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..3. Wo tumko dekhke royega khud ko samjhaohai uski aakhri saanse na saamne jaobohot rulayegi akbar ki hichkiya'n zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..4. Meri taraf bhi to dekho mai uska baba hunazar bhi kam hai kamar kham hai, aur pyasa hugirunga raah mein jaane kaha'n kaha'n zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..5. Dua karo ke ye mushkil ka waqt tal jayesukoon se mere bete ka dum nikal jayena sun sakunga mai akbar ki siskiya'n zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..6. Wo baar baar madine ki simt dekhta haisadaein deta hai sughra ko aur rota haibehen ki yaad mein uljhi hai uski jaa'n zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein..7. Chale hussain ye zeeshan aur raza kehkarsina ke saath kaleja bhi aayega baharhai baap bete ki ghurbat ka imteha zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainabJawan bete ke seene mein hai sina zainabna dekh paogi tum bhi ho uski maa zainab
Jawan bete seene mein hai sina
Syed Raza Abbas Zaidi · 2022
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.