Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jeet gaya laal qalandar

Farhan · 2017

Kar to liya zulm qalandar ki zamee'n parrok saka kaun bhala zikr e qalandaragli sahar aai to duniya ne ye dekhaphir wahi mela, wahi naubat, wahi langarbolo bolo sakhi laal qalandar mahaanali ali ali aliJhoole laal bolo.. ali ali ali alisona laal bolo.. ali ali ali alijhoole laal bolo sona laal bolohaar gaya hai dushman e haider..jeet gaya..jeet gaya..jeet gaya laal qalandarsajj gaya mela sehwan ki zamee'n parjeet gaya laal qalandarlaal qalandar, laal qalandarmast jhoole laal qalandar1. Phir se usi shaan ka mela ye saja haisaare shaheedo'n ka lahu bol raha haikehte hai saare labbaik qalandarjeet gaya laal qalandar2. Naaro se phir se ye fiza goonj rahi haiishq e qalandar me ye naubat jo baji haiwajd mein aayi shaame qalandarjeet gaya laal qalandar3. Jo hai sage sooe e qalandar wo kahegazikr e qalandar na ruka hai na rukegajao dhamale naara lagakarjeet gaya laal qalandar4. Nagri qalandar ki malango ki zamee'n haiparcham e ghazi ke sabab aur hasee haikitna hasee'n hai aaj ye manzarjeet gaya laal qalandar5. Aaj bhi is darr pe sawarte hai muqaddarjaate hai farhan sabhi jholiya bhar karkyu na kahe phir duniya se mazharjeet gaya laal qalandarJhoole laal bolo.. ali ali ali alisona laal bolo.. ali ali ali alijhoole laal bolo sona laal boloali ali ali ali

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.