Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Jeeta mere baba ko

Miscellaneous · 2014

jeeta mere baba ko khuda laaye to laayedewdi pa khadi rehti hoo mai aas lagayejeeta mere baba...hajj karke phire ahle watan khair se ghar kopar qibla o kaaba gaye kaabe se kidhar kozehra ka pisar suye madina nahi aayais chand ki royat ka mahina nahi aayadewdi pa khadi...jeeta mere baba...paida huwe asghar to payame ajal aayabhaiya ko na jee bhar ke galay se bhi lagayadaakhil kahe din ab bhi na ghar may huwe naniasghar ko cheh mahine safar may huwe nanidewdi pa khadi...jeeta mere baba...bhoole se bhi kunbe ne na ek roz kiya yaadmai inko faramosh hoo wo mujhko sada yaadshab kaun siyaahi ke mai sona nahi bhoolipar yaad may maa baap ke rona nahi bhoolidewdi pa khadi...jeeta mere baba...baba pe kate khair se ya rab ye mahinahazrat se ladayi ka kahin ho na kareenakoofe ki taraf se jo hawa aati hai nanisab kunbe ke rone ki sada aati hai nanidewdi pa khadi...jeeta mere baba...kya jaane musafir mere us waqt kahan hailillaah ghareebon ka nigehban to jahan hairoshan rahe dunya may charaghare abaajedil mera bujha jaata hai jhokon se hawa kedewdi pa khadi...jeeta mere baba...kyun aaj parinde nahi lete hai baseraun taayiro ke udne se hosh udta hai merabilkul ghazab o kehre ilaahi ki ghadi haikya jaaniye kis ghar pe tabahi ye padi haidewdi pa khadi...jeeta mere baba...khamosh dabeer ab ke qayamat ka hai aalamshia koi be-hosh koi gham may hai is damjab tak chaman e bazm ki bunyaad rahegirangeen sukhani sab ko teri yaad rahegidewdi pa khadi...jeeta mere baba...

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.