Marhaba....2Noor phaila hai tamanna e khadija bankarRaat aai hai naseebo ka sawera bankarShab e hijrat ka nabi aur shab e meraaj ka rabFatema aap ke ghar aaya hai dulha bankarhai aaj fatema se maula ali ki shadi..x2Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Sab arsh farsh wale..haa...Sab arsh farsh wale khushiya manarahe hai....Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Baade saba khushi me itraa ke chalrahi haiTehzeeb aaj phr se karwat badalrahi hai..Jannat sajane wale...x2Duniya sajarahe hai..Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Dul dul sawaar maula paidal rawa'n dawa'n haiBaaraatiyo me shamil nabiyo ka karwaa'n haiKarne ko khair makdam..x2Sarkaar arahe hai..Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Mehmaa'n nawaziyo me hai maihgh shaah e bathaaKhaane ki zimmedari odey hai umme salmaaIlyaas o khizr sabko..x2Sharbat pila rahe hai..Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Miqdaad ho ke qambar salmaan ho ya meesamHawwa ho ya ke saara fizza ho ya ke maryamSehra ali wali ka..Sab milke gaa rahe hai....Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Qirtaas aasmaa'n hai tooba ki shaakh khamaAllah bhar raha hai khud hi nikah namaImran aur mohammad....x2Seeghe padha rahe hai...Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Kitna hasee'n hai manzar iswakt rukhsati kaQur'aan karraha hai dulhan ke sarpe sayaSalmaan aur abuzar doli utha rahe hai..Jibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Sunkar "Hasan" se shadi "Nayaab" aur "Takallum"Dawood kehrahe hai kya khoob hai tarannumYe sunke sab munafiq...x2Balkhaye jarahe haiJibreel murtaza ko dulha bana rahe hai..x2Marhaba........
Jibrael Murtaza ko Dulha
Mir Hasan Mir · 2006
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.