Saari dunya bhulaae , usse kuch bhi nabhaae, Bane jiska sahara Ali AliQudrat ki banaayi har sheh par, tu puri tarha se ghaalib hayMurda zinda ho ke jaae, suraj bhaaga bhaaga aae (x2)Djo ho tera ishaara Ali AliDar asle sitare ka maqsad, kuch logo ko tarpana hayDil ki dadkane barhay, na djagae na soulaeKehta djaae sitara Ali AliSo tsand ni tshaavar tsand kare, kadmon mein bitsaa jaae surajAysa modjiza dikhaae, kuch samadj mein na aaeWohi Rab ka dulhara Ali AliFarraar ye lashkar dekh ke ek , har tsalthi dile paygambar meinSab se sar ko djukaae, kabhi jibril aaeAur ghundja ye naara Ali AliOun tsehro pe laanat barsegi, ye haalat hogi mehshar meinKhare ho ye sar djukaae, aur kare ye Haay HaayNahin jinko ghavaraa Ali AliKyoun djaata bhalaa mein idhar oudhar, jab Mawla ka diwana tha,Mein thaa aass lagaae, koy raah dikhaae,Tabhi dil ne pukaara Ali AliAaghosh Abu Talib ki tarha, Kaaba bhi tumhara Talib hayHay achi tarha maaloum usse, kiski chokhath par djaana hayWoh jiske ek ishaare par, Maghrib se palath aae surajMushkil ki ghari jab aal pari, Islam par jange khaybar meinIss dehr mein jinke shaam sahar, kath te hay buzae haydar meinDar dhound raha tha Haydar ka, mudj shehre ilm jaana thaHonthon pe Ali ka naam rahe, iss jism mein jab tak jaan rahe,Naayaab hamaara tan man dhan, Sab mawla par kurban rahe,Mawt humko na aae, jab na pfir se dikhaae,Rab rauza tumhara Ali Ali
Kaam mushkilon me aye
Miscellaneous · 2014
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.