Karbal me kunba luta kar zainab madine chali haiDin e Mohammed bacha kar zainab madine chali haiKarbal me kunba luta kar zainab madine chali haiBazar se woh guzarna darbar se woh guzarnaBe maqna binte Ali ka chadar talab karte rehnaChadar talab karte rehnaParda bhi haq pe luta kar zainab madine chali haiPursa do shaahe umam ko shaahe zaman khasta tan koIbne Ali bekafan ko abbas o ibne hasan koAbbas o ibne hasan koMaqtal me kunba luta kar zainab madine chali haiHai be kajawa jamal sab kisko pukaregi zainabSar par nahi koi juzrab kisko pukaregi zainabKisko pukaregi zainabSad maate sad gham utha kar zainab madine chali haiKohe alam chha gaya hai zindan e sham aa gaya haiSajjad khu'n ro raha hai zindan e sham aa gaya haiZindan e sham aa gaya haiQabre sakina bana kar zainab madine chali haiAun o Mohammed ki babat shauhar ne puchha agar tohSar ko jhuka kar kahegi be maqna kya apne sar koBe maqna kya apne sar koBhai pe bachche luta kar zainab madine chali haiZainab yeh kaarnama kya bhool paye zamanaKhud sham me jisne sheh ka farshe aza tha bichhayaFarshe aza tha bichhayaJannat ka rasta dikha kar zainab madine chali haiShayad tasawwur me khoyi hai mustafa ki nawasiKya dekhti hai ke sughra qabre sakina pe aayiQabre sakina pe aayiSughra se aankhe bachakar zainab madine chali haiBoli yeh qabre jari par ro ro ke zahra ki dukhtarMain jaa rahi hu madine zimma sakina ka tumparZimma sakina ka tumparMil lena tum usse jaa kar zainab madine chali haiKarbal me kunba luta kar zainab madine chali hai.....
Kabal me kunba luta kar zainab madine chali
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.