Kafela ik me laya tha, Kafela ik layja ZainabAy Zainab meri behna (x4)Kafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)Raast-e mushkil he to kya (x2) Naade Ali dohra zainabKafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)Meri dua hai sath tere. Gham na kar jo haat-e bandhe.Saath-e mera that karbal tak. Jaana he ab-e shaam-e tuje.Ayk wazifa ho tera (x2) Naade Ali dohra zainabKafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)Leke alam tu gazi ka. Aaj-e se khud gazi banja.Tu bhi ali ki beti hai. Zakhmo se gabhran-e kya.Rukh na sake paygham-e mera (x2) Naade Ali dohra zainabKafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)Ansu ponch-e le daman se. aaj-e guzar jaa makhtal se.meri bahan he tu zainab. Sabr-e ki manzil te karle.Lakh-e mukhalif-e ho ye hawaa (x2) Naade Ali dohra zainabKafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)Bali Sakina jab-e roye. Mera bina jab-e na soye.Us ko tasali tum dena. Ponchenga aram-e muje.Sunle mere dilki ye sadaa (x2) Naade Ali dohra zainabKafela ik me laya tha kafela ik layja Zainab (x2)
Kafela ik me laya tha, Kafela ik layja Zainab
Nadeem Sarwar · 1998
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.