Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kaisa hai dil ye maa ka

Nasir asghar party · 2014

aao batau tumko kehti hai karbala..(2)kaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)aao batau tumko kehti hai karbala..(2)1. Ye maa hai umme laila akbar jawaan ki..(2)bete ka toot-te damm jo dekhti rahibaalo pe khoo pisar ka jisne laga liyaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka2. Ek aun ek mohd jo dil ka chain the..(2)paala tha unko shayad ashoor ke liyezainab ne laal dono bhi kar diye fidaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka3. Gathri khuli to pata takseem tha jigar..(2)tukdo pe laal ke jab uski padi nazarfarwa ne shukr ka tab sajda ada kiyaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka4. Che maah ke pisar ko kehti rahi rubab..(2)maida me muskurana ae mere mahtaabasghar gale pe khao jab teer e hurmulaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka5. Sab mao se hai afzal madar husain ki..(2)bete ka saaf maqtal baalo se kar gaigodi me sar kata hai jiski husain kaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka6. Ye maa hai paak damann muslim bhi nauhagar..(2)koofe se laal jiske aae na lautkarghaazi ke baad parcham jisne utha liyaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka7. Ye nauha un bahadur mao ke naam hai..(2)jawad karbala ka unko salam haisadqe me jinke paai islaam ne baqaaao batau tumko kehti hai karbalakaisa hai dil ye maa ka, kaisa hai hausla..(2)kaisa hai dil ye maa ka

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.