Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kaisi ye shaam aayi

Irfan Haider · 2023

Chhane lagi shaame gareebaHaaye qayamat ka hai sama x 2Khaymae sadaat se uttha dhua - 2Haaye qayamat ka hai samaChhane lagi shaame gareebaHaaye qayamat ka hai sama x 2Ya Hussain (a.s)Kaisi ye shaam ayi aulade sayyada per - 2sajjad ro rahe hai zainab se muh chupakerKaisi ye shaam ayi aulade sayyada per - 21. Sajjad se lipat kar kehti rahi sakinaEhsaas ho rha hai main ho gayi yateemaZaalim dara raha hai naiza dikha dikha kar2. Ek samt bekafan hai bhai ka uske laashaAbbas ki behen ka baaki raha na pardaAb sochti hai zainab maange kafan yaa chaadar3. Jo ghar mei do kadam bhi paidal nahi chali haiEk din mei wohi Zainab Abbas ban gayi haiPehre pe aa gayi hai tanha alam utha kar4. Baazu kahin pade hai lasha kahin pada haiZainab ki bebasi par ghazi tadap raha haiRoti hai bekasi bhi farshe aza bichha kar5. Laasho ke darmiyaan woh baba ko dhoondti haiMuh apna peet kar Yeh faryaad kar rahi haiKadmo pe hi sula lo baba mujhe bula kar6. Jab agaye najaf se beti ko milne babaZano pai rakh ke sar yeh kehne lage wo dukhiyaZainab ujar gayi hai karbobala basa kar7. Khaimon ke sath jula bistar bhi jal giya haiNamose Mustufa ko bhagi kaha gaya haiYeh jo lei gaye bezaban ko qaidi hamein bana kar8. Guzre ghi kaise yawar maqtal se shahzadiIrfan bekasi me Abid ne shab guzariZainab ka naam lega zalim wo muskura kar

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.