1.Ek simt bekafan hai bhai ka uske laashaAbbas ki behen ka baaki raha na pardaAb sochti hai zainab dhaake kafan yaa chaadar2.Baazu kahin pade hai lasha kahin pada haiZainab ki bebasi par ghazi tadap raha haiRoti hai bekasi bhi farshe aza bichha kar3.Jo ghar mei do kadam bhi paidal nahi chali haiEk din mei wohi Zainab Abbas ban gayi haiKhaime se aagyi hai tanha alam utha kar4.Sajjad se lipat kar kehti rahi sakinaEhsaas ho rha hai main ho gayi yateemaZaalim dara raha hai naiza dikha dikha kar5.Laasho ke darmiyaan woh baba ko dhoondti haiMuh apna peet kar Yeh faryaad kar rahi haiKadmo pe hi sula do baba mujhe bula kar6.Jab agaye najaf se beti ko milne babaZanno pai rakh ke sar yeh kehne lage wo dukhiyaZainab ujar gayi hai karbobala basa kar7.Khaimon ke sath jula bistar bhi jal giya haiNamose Mustufa ko bhagi kaha gaya haiYeh jo lei gaye bezaban ko qaidi hamein bana kar8.Guzre ghi kaise yawar maqtal se shahzadiabid ne raat momin yeh soch kar guzarizainab ka naam lei gha zalim wo muskura karKaisi Yeh shaam aayi aulaade sayyada par,Sajjad ro rahe hai, zainab se muh chhupa kar
Kaisi Yeh shaam aayi aulaade sayyada par,
Nasir asghar party · 2013
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.