Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kar Rahi Hai Dastan Gham Bayaan

Shadman Raza · 2015

Haayee shame gariba (3)Kar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (3)Haayee ye kismat kaha (2) Zainab kaha khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Sar chupane ke liye jaaye bhi to jaaye kidharKhoon ke pyaase nazar aate hai bahaqqe nazarDur tak faili hai zer (2) aasma khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Aalame islam ko ghairat dilaane ke liyeZulm iss had hue ye bataane ke liyeLe gayi hai sham tak (2) saidaaniyaa khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Karbala ki khaak par khoon me nahaakar so gayeNaaz zainab ko tha jinpar qatl wo sab ho gayeKaash udte dekhte (2) teero jawaa khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Bediyaan ne zer rasan pathar tapish aur gudkiyaKya yahi kismet me likha tha ke dekhe ham yahaNezayo shamshiro khanjar (2) barchiyaan khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Ham ise ghurbat sakina ki kahe ya bebesaiSar chupaane ke liye jaane hussain ibne aliDaalti hai sar me hur k (2) mutthiyaa khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Raakh ne behte lahu ko jasb jis dam kar liaChan dhiram par hi sahi par dekhne me lu lagaBan gayi kaano ki jaise (2) baaliyaan khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Rehmato ka raat din wallah wo taahe nuzulKhil rahi hai aaj us jaa shabbiri ke phoolChaar su faili hui thi (2) kal jahan khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (2)Allah Allah karbala se shaam talak ka intehaanKar nahi sakta koi asif ki si surat bayaanShaadmaan is gham khud hai (2) nauhakhwaan khaimo ki raakhKar rahi hai daastaane gham bayaa khaimo ki raakh (3)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.