Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karam ki inteha hai fatema

Nadeem Sarwar · 2012

Ya sayyedati, ya maulatiya fatima bint e mohammad agisini..(2)ya fatima zehra, ya fatema zehra..(6)Jo puchiye ke kya hai fatema..(2) fatemakaram ki inteha hai fatema..(3)Hijab e kibriyai hai..(2)kisi ki kab rasai haike parda e khuda hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)1. Wo shamil e durood haiwo dakhil e durood haiwo manzil e durood haiwo qabil e durood haiwo hasil e durood hai..(2)wo hamil e durood haike markaze kisa hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)2. Ayaa'n hai wo, nehaa hai wozamaa hai wo, makaa'n hai wosadaa e kunfakaa'n hai wojaha'n khuda waha'n hai wozamee'n hai aadmee ki maa..(2)zameen ki bhi maa hai woke fatir-us-sama hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)3. Jo panjetan simat gayeto ek zaat ban gayiwo ek zaat phail karye kayenaat ban gayiye kayenaat saj gayi..(2)har ek baat ban gayipata chala ke kya hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)4. Wo qaul hai, muqala haiwo maadin e risala haiali ki hum niwala haiali ki hum piyala haihussain ka hawala hai..(2)hasan ko jisne paala haiwo paak sayyeda hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)5. Risalatein, wilayateinimamatein, hidayateinsharafatein, najabateintaharatein, shahadateinkaramatein, sadaqatein..(2)ibadatein, riyazateininhi ka to sira hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)6. Wo jalwa e ghayaab haiwo noor ki kitaab haikhuda ka wo hijaab haikhuda ka wo naqaab haike juzz nabi o juzz ali..(2)kaha'n kisi ko taab haikhuda ka aaina hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)7. Usi ke hai ye behr o barrusi ke hai ye khushk o tarrusi ke hai shajar hajarusi ke hai gul o samarkaru kuch aur mukhtasar..(2)khuda to wo nahi magarkhuda se kab juda hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)8. Meri sada sun ae khudadilo mein sabke noor rakhke sarwar o naved komunafeqat se door rakh(2)ke hazir o huzoor rakhhamara wasta hai fatemakaram ki inteha hai fatema..(2)ya fatima bint e mohammad agisini..(2)agisini, agisini, agisini

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.