Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karbala chalo

Mir Hasan Mir · 2020

karbala chalo, karbala chalo, karbala chalokarbala karbala karbala..(2)Allahumm-ar-zuqna ziyarat al hussain..(2)Karbala chalo... karbala chalo..(4)Karbala chalo... karbala chalo..(4)Karbala chalo... karbala chalo, karbala chalo..(2)Lo aagaya bulawa..(2)mazloom e karbala ka...1. Maa muntazir hai bete ke ghumkhaar aayengeaakar mere hussain pe aasu bahaengebint e rasool takti hai..(2)tum sabka raasta.... karbala chalo....2. Zahra ka laal qabr mein hasrat ye le gayaakbar ka kalma goyo ne pursa nhi diyaab sheh ko pursa dena hai..(2)kadiyal jawaan ka.... karbala chalo....3. Jee bhar ke apne bhai ko zainab na ro sakimajlis zameen e karbobala par na ho sakiarmaan e sayyeda mein..(2)bichad e safe azaa.... karbala chalo....4. Khanjar tale hussain ki aahein gawaah haihalmin mugheesuna ki sadaein gawaah haikab se hume bulata hai..(2)zahra ka laadla.... karbala chalo....5. Jis khaak ne chupaya tha bint e ali ka sarjisne kafan banaya tha laash e hussain parus karbala ki khaak ka..(2)karne ko shukriyaa.... karbala chalo....6. Baazu katake jis jagah abbas so gayearmaan bawafa ke jaha'n dafn hogayeaasu waha girayenge..(2)paani jaha'n gira.... karbala chalo....7. Qismat se waqt aayega jab ye hayaat meintum apne betiyo'n ko bhi le jaana saath meinakbar ko wo sunayengi..(2)sughra ka marsiya.... karbala chalo....8. Ek saal baad bhai ka sar jis ghadi milaabid se roke kehti thi ye binte sayyedadafnaungi mai hatho'n se..(2)sar apne bhai ka.... karbala chalo....9. Chehlum bhi apne baap ka bachhi na kar sakiroti hui wo shaam ke zindaa'n mein marr gayiae kaash koi kehde sakina se ye zarakarbala chalo....Labbaik, Labbaik, Labbaik Ya Hussain..(2)Halabikum ya zawwari, halabikumabad wallah ya zahra ma ninsa hussaina10. Is saal arbaeen pe aisa ho ehtemaamae kaash zaero'n mein ho shamil hamara naamaur de hamein bhi hazrat e abbas ye sadaakarbala chalo....11. Ghurbat musafiron'n ki musafir samajh sakeinkaise chali thi bibiya'n andaza ho humeinaasu bahate shehr e najaf se piyada paakarbala chalo....12. Chehlum pe jaise aati hai zainab bhi shaam seizn e safar mile jo takallum imaam sehar ek qadam zahoor ki karte hue duakarbala chalo....Allahumm-ar-zuqna ziyarat al hussainKarbala chalo, karbala chalo, karbala chalo

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.