Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karbala dur hai Jaana Zaroor hai

Ajani Mohammed Mehdi · 2021

Ay Arze KarbalaAy Dasht e NaynavaKaisa hai FaslaJaldi hame bula...Karbala dur hai Jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)(1) Chal pade hai Dekho Saare kaafleKarne hai tay hum ko Saare fasaleArsh k Farishte saath chal padeIsse mil rahe hai hum ko honsaleHar Qadam pe kehte hai labbaik ya HusainAy Gareeb e Naynava Husain ya HusainDil me teri yaad hai....ya Husain ya HusainDil me teri yaad hai.Aasra Abbas haiBus yehi Armaan hai dekhu karbalaKarbala dur hai jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)(2) Mai n rukne Dungi ye Qadam HusainMai n jukne dungi ye Alam HusainHaq ka sidha Raasta mera HusainAisa be misaal Rehnuma HusainKarbala ko Darsgaah bana gaya hai tuEk din me kitni Maut mar gaya he tuDil me teri yad hai..Ya Husain Ya HusainDil me teri yad hai Aasra Abbas haiBus yehi Arman hai dekhu karbalaKarbala dur hai jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)(3) Ay yazid tera naam hai kahaBus mera Husain to hai har jagaTakhto taaj tera to hai kho gayaBus Husainiyat ki Gunj har jagaSar kata ke kamiyab ho gaya HusainGhar luta ke kamiyab ho gaya HusainDil me teri yad hai..Ya Husain Ya HusainDil me teri yad hai Aasra Abbas haiBus yehi Arman hai dekhu KarbalaKarbala dur hai jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)(4) Rauze pe Aake jo mai Maatam karuApne Muqaddar pe Naaz yu karuWada jo kiya hai wo wafa karuZahra tere Bachho pe girya karuUmr bhar Aza pe jaa lutate jayegeApne gum ko bhul ke ye gum manayegeDil me teri yad hai..Ya Husain Ya HusainDil me teri yad hai Aasra Abbas haiBus yehi Arman hai dekhu KarbalaKarbala dur hai jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)(5) Noor zehra ab Qalam ko rokleApni Aankh se wo Rozah dekhleDil ke sab Arman ab nikal leHar Qadam ka jo ho sila mang leAy Ali ke laal ab mai maangu bhi to kyaJiski justaju thi wo to mujko mil gayaDil me ter yaad thi..Ya Husain Ya HusainDil me teri yaad thi hasrate aur Aas thiMuddto se pyas thi dekhu karbalaKarbala dur hai jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)(6) Jald se ab Mehdi ka zahoor hoMehdi tera padhna bhi Qabool hoIs Baras ka Arbaeen khaas hoWaqt ka Imam apne Saath hoKarbala ka waqiya bhi sunte jayengeNauha Marsiya bhi hum sunate jayengeDil me teri yaad hai..Ya Husain Ya HusainDil me teri yad hai Aasra Abbas haiBus yehi Arman hai dekhu karbalaKarbala dur hai jaana Zaroor haiMaula bulayege jana Zaroor hai (2)Sun Le dua - Ya HussainShahe Huda - Ya HusainKarde Ata - Ya HusainSab ko Shifa - Ya HusainHum ko bula - Ya HusainKarbobala - Ya HusainDengay tujhe - Ya HusainPursa waha - Ya HusainSare Azadar tere Ya HusainDil se hay sab bekarar Ya HusainHum ko bula karbobala Ya Husain (2)Ya Husain.........

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.