Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karbala jaana

Meesum Abbas · 2018

Karbala jaana, karbala jaana..(2)Kyu itne pareshaa'n hoaye sheh ke azadaro'nkyu thamte nahi aa'nsukyu chaak gareeba hojo kaabe ka kaaba haiwo aap ka maula haiwo izn e safar degakoi nahi rokegaudte chale jaoge, aisa sukoo'n paogeghum apne bhulaoge..(2)Dilo ka dard bataana...sab apna haal sunanaKarbala jaana, karbala jaana..(4)suno tum karbala jaana1. Laraib yehi sach hai jo karbala jaate haiwo khud se nahi jaate shabbir bulate haina ye ke bulate hai mehmaan banate haimehmaan banate hai..(2)naseeb apna jagana...(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana2. Dil jab ke ziyarat ko har waqt tadapta haiek aisa waseela hai radd ho nahi sakta haighazi ke waseele se, kya kuch nahi milta haikya kuch nahi milta hai..(2)alam jari ka uthana..(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana3. Imam e jafar e sadiq ne hai ye farmayahamare jadd ki ziyarat ko tark naa karna..(2)namak se rotiya khana..(3)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana4. Tum kaun ho rutbe ko..(2)khud apne zara samjhoshabbir ke naukar ho dar dar pe nahi bhatkoduniya se kabhi koi ummeed nahi rakhoummed nahi rakho..(2)mile na koi thikana..(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana5. Duniya pe nahi rona ye ashk bhi ne'mat haho farsh e azaa par to jannat ki zamanat haiaa'nsoo ye azadaro zehra ki amanat haizehra ki amanat hai..(2)liye hue ye khazana..(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana6. Suno mai tumko batata hu karbala kya haiye mariya hai, ye nainawa hai, ye karbala haiye karbala hai, ye karbala hai, ye karbala haiYe karbala hai jaha'n lut gaya rasool ka gharphir ek baar jalaya gaya batool ka gharjaha'n hussain the pyaasehaan karbala wo haihar ek simt the laashehaan karbala wo haigire zameen pe Akbarhaan karbala wo haitadap gaya jaha'n Asgharhaan karbala wo haiJaha'n pe hogaya tukde hai Qasim e mazloomsitam ki hadd abhi tumko kaha'n hui maloomYaha'n pe teer chaleYaha'n pe baazu kateyah'n pe khaime jaleyaha'n lutey pardeBadan hue sabhi pamaal aaye naizo'n pe sarna apne bhai ko ro paayi ek behen muztarPalti hai bahan jis dum zinda se riha hokarChehlum ki hui majlis shabbir ki turbat parhaan sunnate zainab hai ye farsh e ghum e sarwarye farsh e ghume sarwar..(2)azaa ka farsh bichana..(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana7. Duniya se mile har dum ghum uske gharane kodeta hai khushi lekin wo saare zamanae kodarr usse nahi behtar ghum apne bhulane koghum apne bhulane ko..(2)ghumo ko apne bhulana.(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana8. Khushiyo'n ka manana bhi fitrat ka taqaza haisughra ne magar kaise khushiyo'n ko manaya haisughra ko jo kunbe ka pursa tumhein dena haipursa tumhe dena hai..(2)ek eid aise manana..(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana9. Salman ko meesum ko ghum uska rulata haiek aisi yateema hai jo shaam mein tanha haitiskeen e dile sarwar, shehzadi ka nauha haishehzadi ka nauha hai..(2)ghum e sakina sunana..(2)Karbala jaana, karbala jaana..(3)suno tum karbala jaana

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.