Aa rahi hai sadaKarbala Karbala x2Karbala Karbala Karbala karbalaWaris e ambiya Zulm sehta raha......Karbala Karbala Karbala karbalaMaut roti rahi sar jhukaye hueKhaakh nauha padhe mooh chupaye hueSina Akbar ka teero se jab chid gaya......Hoke Qasim ka pamal sara badanLeke gathri me laaye the shahe zamanEk kohram tha ek meshar bapa......Laash Aun O Mohammed ki jab aagayiGir gayi khaakh par haye Binte AliMaa ne sajda Kiya kehke shukre Khuda......Baazu e bawafa kat Gaye neher parEk Bazu Idhar ek Bazu udharReh gaya tashnalab Aaj tak alqama......Sheh ki aagosh me chota quraan thaJiske hasne pa zalim bhi hairaan thaChid gaya dasht me Uska pyasa gala......Jo Nabuwat Imamat ki pehchaan haiAsre aashur Uska yeh elaan haiMera Nana NabiMeri Maa sayyada.....Aagayi shaam e Ghum Zulm taaza huweChin gayi baaliyan Aur tamache lageRoke baali sakina ne nauha padha......Aagaye chor kar jab Najaf MurtazaJod kar haath kehne lagi AalemaBaba main loot gayi mere sar ki Rida.....Kaise momin Ada ho ghamo ki aza'nKarbala se Ae Yawar chala karwa'nYa Hussaina Hussain ki Goonji sada.....Karbala Karbala Karbala karbala
Karbala Karbala
Sayed Shabrez · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.