Karbala... Karbala..(4)Paani pyaaso ko jab pilaoge, karbala waley yaad aaenge..(2)Paani pyaaso ko jab pilaoge....1. Koi marjata hai kisi ka agarkandha dete hai log aake magarsheh ne tanha uthai laashe pisarjab jawaa koi laash uthaoge..karbala waley yaad aaenge...2. Karbala mein bana tha jo dulhakya muqaddar tha uski dulhan kashab ko dulhan thi subha ko bewabetiyo ka jo ghar basaogekarbala waley yaad aaenge...3. Ali asghar ki maa pe nazre thiran mein yu teer kha ke roya nahimaa pareshaan ho na jaye kahinzakhm khaa kar jo muskuraogekarbala waley yaad aaenge...4. Baap bichhda tha jab sakina sehar qadam par use tamache lagekoi deta na tha tasalli usejab yateemo pe tars khaaogekarbala waley yaad aaenge...5. Ek beti jahaa'n me hai sughraqabr tak jiska intezaar gayajiska baba na laut kar aayaghar mein pardes se jab aaogekarbala waley yaad aaenge...6. Haaye muslim ke wo pisar donoeid ke din the dar ba darr donoyaad karte the apna ghar donoeid apno mein jab manaogekarbala waley yaad aaenge...7. Jab janaza batool ka utthasabr us dam ali ka kaisa thagirya zainab ke saamne na kiyaaansu bacho se jab chhupaogekarbala waley yaad aaenge...8. Aisa dekha nahi ghareeb koibus ye ghurbat hai sirf Mahdi kiqabr e zehra hai abhi tooti huiqabr pe maa ke jab bhi jaaogekarbala waley yaad aaenge...9. Hai takallum payam e sabr yahikarbala dil mein gar tumhare rahitum pe mushkil padhegi jab bhi koiapne ghum saare bhool jaogekarbala waley yaad aaenge...Paani pyaaso ko jab pilaoge, karbala waley yaad aaengeKarbala... Karbala..
Karbala waley yaad aayenge
Shahid Baltistani · 2016
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.