karbala walon pe ye kaisa moharram aayakhoon tapakta huwa abbas ka parcham aayakarbala walon pe....jaise jaise mere ghazi ka alam jhukta gayapusht may hazrate shabbir ki bhi qam aayakhoon tapakta huwa abbas ka parcham aayakarbala walon pe....karbala dekhle islam bachane ke liyesaath kunbe ko liye waarise aadam aayakhoon tapakta huwa abbas ka parcham aayakarbala walon pe....zaalimo isko to do boondh pilado paniab labon par mere baysheer ka hai dam aayakhoon tapakta huwa abbas ka parcham aayakarbala walon pe....saare mausam to guzar jaate hai aakar lekinbas hamesha ke liye mausam-e-matam aayakhoon tapakta huwa abbas ka parcham aayakarbala walon pe....chand rehaan nazar aaya moharram ka idharkhuld may ashk meri aankh may payham aayakhoon tapakta huwa abbas ka parcham aayakarbala walon pe....
Karbala Walon Pe Yeh kaisa moharram
Hassan Sadiq · 1994
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.