Karbobala naseeb se jaana naseeb hoKarbobalaa naseeb se jaanaa naseeb hoPhir lauT ke wahaaN se na aanaa naseeb hoAisaa dar e hussain pe sajdaa ho aakhriPhir mujhko apnaa sar na uthaanaa naseeb hoParvardigaarthokarein dar dar ki kab talakab mustaqil najaf mein Thikaanaa naseeb hoJaisaa milaa naseeb se ummul baneen koAb kyaa kisi ko aisaa gharaanaa naseeb hoDil chaahtaa hai saamne baithey ho panjetanUnki sanaa unhi ko sunaanaa naseeb hoAaNkhoN ko jab bhi ashq bahaanaa naseeb hoAal e nabi ke gham kaa bahaanaa naseeb hoMehshar ye aarzoo hai ki be ghusl o be kafanKarbobalaa ki teh meN samaanaa naseeb ho
Karbobala naseeb se jaana naseeb ho
Mir Hasan Mir · 2006
Get the full experience
Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.