Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Karo matam Hussain ka

Shahid Baltistani · 2024

karo maatam Hussain kahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karofarsh bichaa lo halqa bana loyeh keh raha hai mahe Azaahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainyeh azadari taaziya daari Zahra ke ghar se hai wafadaariansoo baha kar nohay suna kar karte rahengey ye pursa daarijab tak hamari sansen hain baqi dil se yeh gham na hoga judahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainyeh jo hamaray ghar par alam hai shahe wafa ka hum par karam haisaaye mein is ke maatam karaingay jitna hamaray seenon dam haifarsh Azaa ka bichta rahay ga kehte rahengey hum yeh sadahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainyeh maatami jo halka laga hai thok ke seenah yeh keh raha haimaatam se hum ko rokay na koi zainab se hum ne wada kiya haiseenay pay Daaghe maatam saja ke karte rahengey wada wafahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainehley haram ko aur un ke gham ko bhool na jana tum is karam kojis ne khuda se manga tha ghazi us fatima ne manga hai hum kohai khush naseebi hum hai hussaini aur hain duaye khayrunnisahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula HussainZahra hon Raazi maatam ho aisa jo is ka haq hai pursa ho waisakhud ko bhula kar maatam karo tum ae azadaron sharmana kaisahai yeh ibadat chhodo nazakat ban kar faqeere karbobalahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainsun kar bichaao gham ka musalla hayya alal aza hayya alal azahaath hamaray ban kar namazi karte rahengey seenay pay sajdabaad Iqamat karlo niyat qurbatan shaahe wafahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainqaid sitam se paake rihayi har bibi apne pyaron ko roius waqt lekin beti Ali ki bachon ko apne bilkul na roichhootey se haae do sir jab aaye bibiyon se zainab ne kahahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussainghar ghar mein maatam ki jo sada hai yeh ehtijaj karbobala haibaatil ke mun pay hai ye tamache is ne hi haq ko zindah rakha haizeeshan hum ko darwaish gham ko bedaar rakhti hai yeh sadahaan karo maatam Hussain kaZahra ke chayn kamaula Hussain ka maatam karoHussain Hussain maula, maula HussainHussain Hussain maula, maula Hussain

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.