Azadari MediaAzadari MediaGet the app

Kehti thi madar aye ali akbar

Khurshid asri · 2017

Hoti hay subha azaan do (x2)Kehti thi madaar ay Ali Akber, hoti hay subha azaan do(x2),1. Janti hu mein mujko khabar haitere labho par meri nazar haykuch hi palon ka aur safar haymaa bhi teri majboor magar haylaal mere humshakal-e-payambarhoti hay subha azaan do,Kehti thi maadar ay Ali Akber, hoti hay subha azaan do(x2)2. Sar ko jukaye khaime ke dar parbaba khare hay aap ke akberaur udhar khaime ke andar bethi hay ghamghi zainab-e-muztarkarlo tayamum ay mere dilbarhoti hay subha azaan do,Kehti thi maadar ay mere Akber, hoti hay subha azaan do (x2)3. Ek taraf Abbase dilaawarkarte hay saikal tegh ke uparghash me pare hay abide muztarjhoole mein choop hay nanha sa asghartoot na jaye zapt ka saagarhoti hay subha azaan doKehti thi maadar ay mere Akber, hoti hay subha azaan do (x2)4. Dekh idhaar masoom sakinaaankh mein aansoon, haath mein kuzaaiske labhon par pyaas ka dariyaaayi hay kehne tumse yeh betajaane tammanaa jaane khaaharhoti hay subha azaan do,Kehti thi maadar ay mere Akber, hoti hay subha azaan do (x2)5. Haal boora hay pyaas ke maarephirbhi hasi hay labh pe tumhareAajare aaja raj dulaarebudhi maa ki ankh ketaarewaqt bohot hay kam mere Akberhoti hay subha azaan do,Kehti thi maadar ay mere Akber, hoti hay subha azaan do (x2)6. Shaam se pehle khushk gale parteghe chalega shimr ka khanjaraur tumhari dukhiya maadarbayn kareghi laash ke uparphir na kahoonghi mein tumhe akberhoti hay subha azaan do,Kehti thi maadar ay mere Akber, hoti hay subha azaan do (x2)7. Kaise likhe Gulshan woh manzarmurtaza aaya azaan jo deneniklazabaan se allah ho akberkholdiye saidaniyo ne sarfarsh pe kehkar girgayi maadarhoti hay subha azaan do,Kehti thi maadar ay mere Akber, hoti hay subha azaan do (x2)

Get the full experience

Create playlists, save favourites, follow reciters and listen offline — all in the Azadari Media app.